Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me mistakes se b kafi acha lesson hasil hota ha or is business me hmen mistakes se experince hasil kr k hmen is business me kafi achi learning b ho sakti ha isi liye hmen chahe k hm soch smjh k kam kareen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      forex trading mai agr ap k paas market ka experence hoga to apko bht zada faida ho saakta hai is se apko time ki bachat bhi hoagi or ap araam se decision le sakte hain or profit bhi earn kar sakte hain
      • #2238 Collapse

        mistakes ka agar analysis kiya jae tu next time achi trading kar sakte ha is lehz se dekhen tu hamare leye faida ha aur boht achi profit bana sakte ha ,,,mistakes nuqsan k sath kuch faida b kar sakte han...
         
        • #2239 Collapse

          mistakes se faida bhi hota hiahn aur nuqsaan bhi hota hain lekin nuqsaan ek dafa hota hain aur faida bar bar apko de jaye bata dun ke mistakes apni yaad rakha karein to acha hain
          • #2240 Collapse

            forex ma risk free trading karna possoible ha magar is ka liya ap ka paas is ka baray ma knowlaeadge or experience hona chahiya ,ap market par apni puri nazar rakhaan or jahaan par apko ya asani hao ka apyahan sa kama saktay hain ap us pa deal karlain ,is ma ap kao loos kam sa kam ho ga
            • #2241 Collapse

              Aslam o alikum janab mere khayal me forex trading ma ham jo be mistakes karte hain ak tu loss ho jata hai aur future me in mistakes se ham seekh kar phaida hasil kar sakte hain
              • #2242 Collapse

                What is here and so once again, and immediately open a real account? Lossless course impossible to learn, but to limit the number and amount of the loss is really possible if open a demo account and it work out its strategy on a demo account
                   
                • #2243 Collapse

                  For a beginner in my opinion must first forget the pink dream that in a few weeks you will have a cool car and a house on the shore of the warm sea. It should be adjusted in order to achieve that the normal success must first serious approach and diligence. Then, the result over time will be exact. And of course forget that bikes with 10 bucks easily make millions.
                     
                  • #2244 Collapse

                    Dear hmen mistakes se kafi acha lesson hasil hota ha or hm is business me mistakes se acha lesson hasil kar k hm is busienss me dreams ko b success kar skaty hain hmen mistakes se acha experince b hasil ho jata ha or asani se success b hasil ho jati ha hmen
                    • #2245 Collapse

                      h=jub hum say koi mistake hoti hai to humy us waqt us ka sirf nuksan nazar a raha hota hai laikin bad main hum us say koi na koi positive cheez talash kr laity hain us say humy nex time faida mil saqta hai
                      • #2246 Collapse

                        Bhai sahn mistakes sy nuqsan to hy k balanc khtm ho jata hy lkn faida ye milta hy k insan dobara wo galti nh krta jo phle ki hoti hy
                           
                        • #2247 Collapse

                          pehly to ma kahu ga kay ap faidy kay lye mistake na kry baq galti ho jati ha koi bari bat nhe ha aur jb galti ho jay to us wqt ap ko apny week point dekhny chahye kay mere kn c galti ha aur phr us glti ko door krna chahye phr he ap trade ma ja kar expert ho skty hain.
                          • #2248 Collapse

                            Bhai sahn mistakes sy nuqsan to hy k balanc khtm ho jata hy lkn faida ye milta hy k insan dobara wo galti nh krta jo phle ki hoti hy mistake sy lzmi kuch na kuch sekhn
                             
                            • #2249 Collapse

                              forex main hum jo mistake karte hain waki toor ka laye to hum nuksan he hota hain but bad main hum agar apni usi mistake ko countrol kar laye dobera us mistake ko na karye to hum ko loos nahi ho ga is laye mistake ko kabo main rake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                meray khayal say aap planing say trading karni chahiye takay ghalti ka chance kam ho our ager aap ka loss ho jata hay to aap ko chahiye kay us ghalti ko dobara ba karay phir aap ko apni mistake say bhi faida hoga warna aap ka loss hi hota rahay ga ager bar bar aap wohi galti karo gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X