Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    mistakes say ya loos say ap ko hamesha hi faida huta ha kio k ya humay experince dayti han or humay in say faida hi hasil karna chahiya na k frustrate hu jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      i think mistake sy ap ko profit bi ho sakta ha or faida bi lkn ager ap ko mistake sy profit ho yani k faida ho to ap ye har giz ni kehna ha k ap ne mistake sy kuch pa liya asal ma wo pana khonay k Equuleus hota asal ma mistake sy ap ko bhut kuch seekh bi sakty ha or us ko ainda kabi aisy mistake ni karounga.thanks
      • #1113 Collapse

        galti se insaan seekhta he, loss ke waqt to bura lagta hoga per wo apne future ke lye faide mand hoti he, kitna bhi achha trader ho us se bhi glatia hoti hein.
        • #1114 Collapse

          galtiyon ka hamsha nuqsan hi hota ha bar bar galti ni karni chaye jab first time galti ho to osy sahi kar lia jye ta k aynda wo galti dobara na ho hum sy or os sy hum seekhty b han ya yahn ya galti ki the es lie hamy ya nuqsan ba howa ..
          • #1115 Collapse

            mistake aap ki baz auqat aap ko faida b de jati hai jis ki aap ko tawaqqa b nahe hoti per baz time he but aksar mistake aap ko loss ki shakal me nazar aati hai koshish karen k mistake se b mistake na karen soch samaj kar trade karen kamyabi ho gi
               
            • #1116 Collapse

              mistake sy zyada tar nuksan hi hota he app demopar practice karen or us men app ko loss ho ga to app learn karen gy but real traidgn men risky hen,
              • #1117 Collapse

                bhai agr to aik new trders hai forex trading me or usay los hota hai apni mistake se to us kay liye faida hai ku kay wo usko clear karny ki try kary ga , or agr aik old ho k b bar bar mistake karta hai to koi faida nahi
                • #1118 Collapse

                  From mistakes we can also get benefits in this trading business because through mistakes we can easily make good income from this business.If you will not repeat the mistakes then you cannot lose your real money in this business.
                  • #1119 Collapse

                    Mistake sa ap ko us waqt toa nuksan hta ha lekin ap ainda phr wo mistake ni krta aur phr ap positive kaam krna sharu kr dta ha ais liya ap ko chaye ka ap apni mistakes ko point out kr taka ka ap bhei us sa faida uthaya aur dosra log bhei...
                    • #1120 Collapse

                      i think this is a good question k mistake se faida ya sirf nuqsan hota hy.main bat ye hy her kam ky start m insan mistake kerta hy .humesha insano accuracy mistake ky bad thek kerny ky bad ati hy.mager jaisy kush kam sekh jay to usy mistake kerny sy avoid kerna chaye
                      • #1121 Collapse

                        ji bhai jan forex trading me hone wali mistakes se faida b hota hx hm logo ko agr hm log hasil krna chahehn to mistakes hmei experience deti hen aur us se hmary knowledge me izafa hota hx
                        • #1122 Collapse

                          mistakes se aik to loss bohat hota hai dusri jagah faida yeh bhi hai ke aap ko again mistakes karne se bachne ka moqa bhi mil jata hai or next time aap more carefully working karte hain .
                          • #1123 Collapse

                            nhi jb ap ya kaam krta ho tu ap ko loss hota haiwo ap ki mistake sa ager ap apni mistake sa kuch lessi=on gain kro tu ap achi income gain kr skty ho aur better life guzar skty ho
                            • #1124 Collapse

                              mistike se faida hota hay likn jo forex trading jante hay knowlege earn krte hay wo apne mistick se fiada le lete hay aur dobra wo mistke nahi karte jin se un ko loss howa hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                apni ki hui ghalti sy fori tor per hmain ho sakta hy k bht bra nukssaan bhi uthana pery lekin loss is the key to success.hmaisha apni ghaltiyon sy seekhain or try krain k aap sy ainda aisi ghalti na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X