Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    forex ma mistake her koe kerta ha or loss bhi her koe kerta ha but agr hum is ko apni ghalti samjh k next time na kerny ka erada kary to ya humy faida bhi deta ha bohaat
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      mistakes hi insaan ko expert banati hain mistakes se trader ko nuqsaan bhi hota hai or benefit bhi hota hai agr trader trading karne men interested hai to usy benefit hoga qk wo apni mistake se sabaq hasil kary ga but jo interested nahi hoga wo next time bhi wohi mistake kary ga or sab kuch luck pe chor de ga is liye usy next time bhi loss hoga.
       
      • #1263 Collapse

        aslam o alekum sir jee apki bat bilkol sahi hai humari galtiyan jahan humain nuksan se do char karti hain wahan insan ko boht kuch seekhati bhi hain or jab hum apni ghalti se seekhain gy to us se humain faida he hoga apni ghaltiyon se sekh k he hum boht kuch earn kar sakty hain so mistakes se faida bhi hai or nuksan bhi but faida ziyada hai
        • #1264 Collapse

          I think most of peoples in the forex who think positive get more benefits from their mistakes, and teach good lesson from it, and other peoples who are lazy and do not try to make any efforts they are only face loss due to their mistakes and nothing.
          • #1265 Collapse

            Forex men aik experience or knowledge ya dono chezen bhut zarorri hank e ky hamen forex men experience ho to ham essay le ya apna profit treading men ban skty han agr hamen forex men knowledge ho to ham posting bhut ache kr skty han is men har kise ko experience lyna hota hn or lazmi hota hn
            • #1266 Collapse

              mery kyal sy apni galtiyon k nuksan sy dishard ni hona chaye balky un sy sekh k un sy faida uthnan chye.asy hi forex trading men b agr apni galtiyon sy learn ker k next time un sy bach k faida hasil kiya ja skta hai.
              • #1267 Collapse

                dear mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay...........
                • #1268 Collapse

                  Sir maery khayal main hum traders ko mistakes karnay se sirf nuqsan ya loss nahin hota balkay iska himen faida bhi hota hai so humen chahiye kay hum apni mistakea ko analyze karen aur us mistake ko bAr bar repeat na karen takay humen faida pohnchay
                  • #1269 Collapse

                    mistakes se aap ko ht sa nuqsan hota ha aur aapki aik chooti si mistakes bi aap ka tamam loss kr deta ha aur ager aap aik galti dobara nhi krte to apni trading ko improve krte han
                     
                    • #1270 Collapse

                      ji is main zrori nhi hai k agr ap se kisi kism ki koi galti ho gai hai aur ap ko loss ho gya hai to tension ki koi baat nhi hai q k losses to bussiness ka hisa hain aur is amin bhi asa hi hai is liye ap ko chye k is main apni galti se seekhy aur phir kam kry to faida hoga
                       
                      • #1271 Collapse

                        peoples in the forex who think positive get more benefits from their mistakes, and teach good lesson from it, and other peoples who are lazy and do not try to make any efforts they are only face loss due to their mistakes and nothing.
                        • #1272 Collapse

                          mistakes se zyada tar to nuqsan he hota hai lekin aik faida hai woh yeh hai ke ham ko apni mistakes se agar sahi me koi faida hai to ham un ko again repeat na karen balky un ko correct karne ki koshish karen us me bohat faid ahota hai hmara
                          • #1273 Collapse

                            galtia to insano sy hi hoti hai ye to ny suna hi ho ga . han ye sahe hai mistake sy hmy nuqsan hota hai lekin mistakes sy hmy boht kuch seekhnay ko milta hai aur apni mistake ko thek krny ka mauqa milta hai
                            • #1274 Collapse

                              Dear brother new trader say mistakes hoti hai or hum mistakes say hi acha experience haseel kar saktey hai hum start mein mistakes kar kay aney waley future mein best trader ban saktey hai or good profit income earn kar saktey hain forex bohat hi acha business hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                g ap ki baat thek he mistake karne se hamesha nuksaan hi hota he or is men faida ye hota he ke aik trader aik bar jo ghalti karta he wo is mistake se hi seekhta he or dobara wo ghalti nahi karta jis se loos ho balke is ke lie fada hi he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X