Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    forex min mistake sy nuksan hy how ga apko loss how ga or apky id block bhe how sakty hy yany app es business sy quit bhe hosakty hin es leye app yaha pi experince hasil kar ky zyada sy zyada profit kamay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      dear friend mistakes say hamy nuqsaan uthan parhta hain ......lekin agar ham apnyt mistkes lo freind kai saht share kary to wo hamrty liye fiada hoga
      • #873 Collapse

        Yes dear ap ne theek kaha hai . Mistake se hamein wqati tor par to nuqsaan hi hota hai lekin next time agr ham us se avoid kar lein to phr profit bhi hota hai . So , hamein mistakes se seekhna chaiye .........
        • #874 Collapse

          agr mistake ko yad raka jy to fr faida hota he agr bahoola deya jy aor wo mistake fr be ke jy to fr nuksan hota he acha to ye hota he ky galte ky jy or os ko yad raka jy to acha hota he warna nuksan hota he
          • #875 Collapse

            Yes You Are Right Bro Hummay Har Cheez Postively Lena Chahya Agr Apko Nuqsan Hoa Hai To Apko Apni Mistakes Say Experience Aur Seekh Hasil Hoti Hai Jo Apko Agay Apkay Kam Mein Dekhi Gi Jesay K Perfect ness Nuqsan say Bachnay K Lye Safe Trading Kis Time Pr Trade Krna Chahye
            • #876 Collapse

              Assalam o Alaikum.. Brother ager hum temporary results dekhen to humain mistake se nuksaan hota hy lekin ager usi mistake ko hum future wise dekhen to wo humare liye helpful hoti hy kiun k mistake se insaan learn kerta hy or next time us mistake ka dehaan rakhta hy..
              • #877 Collapse

                I think aik acha trader wo hota hai jo apni mistake se faida uthaye yani k apni mistake se learn karay or next time apni mistake ko repeat na karay q k wohi forex main successful ho sakta hai....
                   
                • #878 Collapse

                  ap ny boht achhi baat khi hy mein ap sy agree hoon k mistakes sy faida uthana chahiy aur aoni mistakes ko positiv elena chahiy q k experince bi essi ka naam hy k hum apni mistake ko again and again repeat nai krien ess liy mistake sy loss ho jany sy dil chota nai krna chahiy blky aik new jzby sy trading krni chahiy.
                  • #879 Collapse

                    yes aap pay depend karta hain k forex mai mistakes se aap faida uthaty hain ya nuqsan forex mai agar aap apni mistakes ko learn kar lay tu aap agay faida uthaye gaye agar aap nay nahi sikha mistakes se tu aap nuqsan hi uthaye gay agay b ...
                     
                    • #880 Collapse

                      Dear wese to help jab hamy forex trade will mistake ki waja say loss hota hy to help is actually say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain AND ALSO us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy will be tara ham nest time mistake hony say bach saky gay.
                      • #881 Collapse

                        jahan tak mera khayal hai bro humey mistakes sai faida hi hota hai laiken jab hum is se faida uthane ki bajaye hum sirf nuqsan hi karte jay to toab humey nuqsan k ilawa kuch hasil nhe hoga is liye mera kahyal ye ahi k humey mistakes sai saikhna chahie
                           
                        • #882 Collapse

                          g han ap ny bilkul thek kha hai k mistakes me faida b hai or nuqsan b mger muqsan humey bar bar nahi ho ga ager hum us galti ko ek bar seek jaye to phr se mistake ho g h nahi.
                             
                          • #883 Collapse

                            Mistake se nuqsan hota hai lekin agr ap apni mistake se sikh rh hn to apke ley aage isme faida hai lekn agr mistake kar k bhh nh sikh rh to sirf nuqsan hai bs, kehte hena k insan galtyo se sikhta hai to hme bhi galti kar k usse sabaq sikhna chahy galti kar k usko chor nh dena chahy wrna isme hmare ley srf nuqsan hai kuch faida nh hai, so plz try to learn by your mistake.
                            • #884 Collapse

                              mistakes sy zayda tar nuqsan he hota hai faida bohat mushkil hai is liay humain chahiay k mistake karny sy bachain, aur wo tab he bachain gy jab ap ka loss hoga. aur pher ap soch samjh k trading krain gy aur pher koe mistake ni krain gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                ge bilkul agr ap kisi b kam me dilchaspi rakhty ho or lagan se kar rahe ho to us kam me hony wali ghalti se b ap knowledg avail kar sakte ha is lye humy nuqsan ki waja per b ghari se janch partal karni chaye,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X