What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    Dear aap mehnat sa kmaty hain or phr business ma invest krty hain or phrr agr aap ko uss busienss ma loss ho tu dukh tu hota hai prr har tu nhi manni chaye loss ho jaye tu aap ko apni galtio ki traf dekhna chaye or waps phrr new experience or new confidence k sath ana chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      Loss k bd hmen chye k umeed na khtm kren apni blky constant struggle aur hard work krty rhen ulnless and untill hmen phir se profit na mil jy hmen new planning krni chye
      • #1323 Collapse

        Is business me hemn loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah loss k waqt sbr se kam laina chahe ta k hm is business me achi leanring kar skayn asani se
        • #1324 Collapse

          bhai jaan forex may loss and profit houta rehta hay ismay koi bari baat nahi houti hay so bari baat tou ya hay balkay kay humen apnay emtoions per kaboo rakhna chaeya agar hum apnay emotions per qabooo pa lengay tou hum succes houjaengay
          • #1325 Collapse

            app forex ko kafi serios lay rehay hai is liye app k liye yeha chen tips day reha ho.

            1. say say pehlay plan keray kay monthly kitnay percent kemana hai. (ye is bat pay depend keta hai k app ki amount kia hai? us ka 20 , 30 , 50 , 100 % waghaira.)
            2. phir app ko forex k rules seekhany chahiye
            3. state mind hona chahiye (chahay loss ho ya profit apni sl ya tp ko khud say hit honey day. ager app loss ker rehay ho to new order na legao ye daikho k app ko loss kin wajohat ki waja say ho reha hai?
            4. strategy app ki nature kay hisab say honi chahiye ager app kem ya ziada waqat forex ko daitay ho to app ki strategy bhi us hisab say change ho gi. ye nahi ho sekta app koi bhi strategy uthay aur wo app ko profit day.
            sab say behtreen treeqa ye hai k order lega ker computer say door chelay jay khood jo bhi ho ga wapis a ker daikh lay.

            forex main support and resistance , money management ( lot size formula & risk reward ration ) aur round numbers ko zeroor seekhay is k elawa news k effects aur currencies , oil aur gokd k currencies k sath relation ko zeroor seehay aur peray is k bad app dobara trade kray InshaAllah zerror kamyab ho gay. tab tak koi mazeed trade na legay.
            • #1326 Collapse

              Ye aik buisnes ha es main lose profit hota rehta ha himmat nahi harny chahye phir posting Kareen bounas hasil kareen or trading start kareen lalch na kareen
              • #1327 Collapse

                Dear forex trading aik online business hai jis par loss bhi hota hai or profit bhi.Agar apko forex par loss hota hai to apko dil chota ni karna chahiya balka apni mistakes sy lesson hasil karna chahiya or aik dafa phir sy koish karni chahiya.
                • #1328 Collapse

                  bhai mujhe tu pta nahi is bare me q ky mane abi koi lose nahi kiya hai me b ap ki tra new hu yaha ek dam per agar mujhe kbi lose ho b gaye tu me daro ga nahi or phr se shoro karo ga or jo lose kiya hai is ko wapis ly ao ga
                  • #1329 Collapse

                    Loss give us hope to get success and those can only succeed who work with consistency and do some real hard work. I believe that hope shouldn't be lost and one should learn from their mistakes. After loss break should be taken to keep mind fresh and start with confidence with can do attitude to keep moving.
                    • #1330 Collapse

                      jub mujhay lost ho jata hai tu mei is ko lay kay kabhibi tension mei nai jata ho mei tu bus is ko ksis bi trahs ay oplan kart ho kay yar anb is ko kasiay bi kar kay is k cover karna hai aur phir ho hi jata hai its simple
                      • #1331 Collapse

                        loss karney k bad hamain ye karna chahiye k jab ham sey loss ho jae to is ko recover karain aur is ko profit get kar k recover kia ja sakta hai.
                        • #1332 Collapse

                          agr aap ko Forex trading mai loss hojaye to aap ko loss sai ghabranay ki koi zaroorat nhi hai aap ko Forex trading mai phr sai mehnat krni chaahiye aap ko Forex trading mai again try krna chaahiye q kay loss sb ko hota hai.
                          • #1333 Collapse

                            Forex mai loss k chanc boht kum hoty hain agr by chance loss ho jye tu asy person ko chahye k patience ka muzhbira kry apni mistake ke correction kry jis ke wja sy loss howa demo acount py achi learning practice kry or phr again trade kry suceess ap k qdam chomy ge
                            • #1334 Collapse

                              Main to bus yehi kahna chahoo ga k ap ko jab kabi bi lose ka samna karna par jai or ap ka margine bi kam ho to ap foran trade close kar doo or jitna margin baki ho us ko agy trading k liye use karoo lakin us sy pahly apni ghalti ko sahi say dekh lo k ap sy kia galti hoi thi us k bad ap trade karo taky us ghalti ko dobara na dohra sako.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Assalam o alikum everyone bhai trading main toh loss bhe hota hai or profit bhe lakin loss hony ki surat main humy apna dil chota nai karna chaya balky us galti sy sabak sekhna chaya or us ko apny lia sabak bana chaya ky agli trading may main is loss ka khyal rakhyn ga or achy tariky sy market ki strategy ko samjh kr work karun ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X