What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    Salam.lose aur profit to har busines me hota hai chahe wo koi sa bhi ho forex me hum ko knowledge hona chahiye jis ke zarye hum apna nuksan kam say kam kar sakte hain aur us ko coverup bhi kar saktae hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      trading kay business mein loss he mostly logo ko hota hai kuch logo ko he profit naseeb hoti hai is business mein lekin luck aur mehnat pa be depend karti hai apki earning. loss kay bad be patience.
      • #1293 Collapse

        What to do the after the loss agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading
        • #1294 Collapse

          bhai jaan loss k baad hamain is business ko quit nai karna chaye balky hamain chaye k hum is main mehnat karain and is business main loss se learn karain kyu k loss se he hum profit ke taraf jaty hain.
          • #1295 Collapse

            brother loss ke baad aap ko emotions mein nahi ana chahieye aur aap ko loss ke baad patience able hona chahieye kioon ke forex mein loss zyada bhi ho sakta hai forex sab se acha online business hai aur ye ek international business hai forex ko kabhi bhi aur kahin bhi kiya ja sakta hai is mein time ki koi limit nahi hai forex se bht zyada prfoit kamaya ja sakta hai aur loss ke baad aap ko emotions ko control karna zroori hai
            • #1296 Collapse

              loss to har kissi ko hota ha is liye mai samjta hu loss k uper humay kabi darna ya stress nhe hona chaiey aisa hota hai har kaam mai profit and loss apko uthana he parta hai iss liye humay ye karna chaiey k humay practice demo ki ache say ache karni chaiey ta k humay loss b ziayda na ho
              • #1297 Collapse

                mera aap ko mashwara hai ok agar aap loss kar jatay hain to be able to aap ko chahye ok aap apni ghalti ko zehan us rakh len aur dobara will be ghalti ko sleeping pad dohrae ta ok koi m aesa kaam na jiss declare aap ko dukh.
                • #1298 Collapse

                  Loss hone ke bad Ap ko yeh sochna chaye ke loss kiyun hoa hai or kaise hoa hai apni mistake ko correct kerna chahaye na key us per afsos kerna chahye jo hoaga hai us ko bhol jao
                     
                  • #1299 Collapse

                    My dear friend har business mai profit or loss lazmi hota hai ye bat ap zehen se nikal len k khali prof ho ap ko chahiye achi strategy k sath trade lagain ta k ap prof earn kr sken
                    • #1300 Collapse

                      jub apko is busiess mei major lost ho jia tu apko chaiy kay ap is buisness mei aik boaht hi baray hioslay kays ath tarding ko mange kjaray kyu kay apko kabhi bi emotional ho kay tade ko nai karna hai bus hoslay kays atgh hi pako karna hai
                      • #1301 Collapse

                        Loss kay baad mai zyada pareshaan nhi hota mai loss hasil krnay kay baad phr sai mehnat krta hon aur jb mujhay phr loss hota hai to mai again try krta hon is sai mujahy earn krnay ka moqa milta hai.
                        • #1302 Collapse

                          bhai jan loss k bad insanjo karta hai hath pa hath dar k afsooos karty hain...aur hamari he galti ki waja sy hota hai....
                          • #1303 Collapse

                            agar ap ko loss hi jiae to ap ko as se gabrani ki zrorat ni as min ap ko apni mistakes ko cover kirne ki try kirni chiae as ke bad hi ja ker ke ap ko dobara trading ko kirna chiae forex ak big and riskey business hi as min bare hi care ki zrorat hoti hi
                            • #1304 Collapse

                              after loss to mere khayal se aap ko yahi karna chahiye ke patience ke sath is me chalo or greed se bacho or koi bhi faisla jaldi me na lo takey loss mazeed na hon or jo loss pehle ho chukay hain un ko aap cover kar sako is me .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                recover it. hamme chahiye k fundamental analysis karein, technical analysis karen or market sentiments check karen taa k future me successful trader ban saken. asal mei hum forex trading ko jitna easy samajhte hain ye utni easy nahi hai, hamme achi khasi mehnat karni parti hai is pe.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X