What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    brother kuch arsa pahla mga b loss hua tha aor thori dar k lya to mga tenshion hui but after that i make my strategy and plane for next trading and i m hoping k next time mga loss kam ho aor zyada profit gain karon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      Trading main risk hai or jab bhi hum trading karty hain to uss main loss ka to khatra rehta hai.iss liey achi or kamyaab trading karny kay leiy pehly learning or study zaroori hai or phir uss kay baad he hum earning kar sakty hain.
      • #1248 Collapse

        Is business me hmen loss ho jae tu hmen chahe k hm is business me sbr se kam kareen kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi acha lesson hasil hota ha or is business me hm loss se apny experince ko b asani se increase kar sakty hain
        • #1249 Collapse

          loss krte waqt aap koi na koi cheez seekhte han jis se aap ko ye confrm hota ha k hame is base pr loss hoa ha to ap apni gulti ko sudharte han to losss hone k bd ap ne apni gulti ko sudharna ha..jo log loss ho kr mayoos ho jate han wo kabhi bhi forex se earning nae kre sakte ..is lye loss se na ghabrain..
          • #1250 Collapse

            after loss we should get experience to know how to avoid loss in next trade. because the trading is very crucial business here loss is must/
            • #1251 Collapse

              Is business me hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se hmen kafi acha experince hasil hota ha or loss se hm is business me achi earning b asani se kar sakty hain isi liye loss k waqt sbr se kam laian chae
              • #1252 Collapse

                Loss key baad ap yeh kar saktey hain key apney loss ki reasons ko fibsfind out karien jab ap ko reasons mil jaien tu ik ik kar key un ko analyze karien key akhir loss howa kiyoun hai or pir ap un ki remedies dekhien key ap kahan per kia kia steps ley saktey they key ap ko loss na hota is tarah sey learn karien.
                • #1253 Collapse

                  Loss ho janay k bad humauin thanday dimagh say beth k sochna chahiye k hum say kahan par ghalti hovi hai aur konsi news read krty hovay hum nay wahan say conclusion ko wrong consider kia hai. Is k bad ainda say humain is ghalti say avoid krna chahiye. Yehi best strategy hai
                  • #1254 Collapse

                    Agar hum forex trading main loss kar lety hay to humay chahiey keh theak say apni galtio ki darf dhyan dain tab humay loss ki waja mil jaye gi aur un sab galtio ko theak kar kay apni loss wali trading ko profit wali trading main convert karen.
                    • #1255 Collapse

                      Sir forex trading main loss hona koi bari baat nahi hay because loss bhee aik business ka aham part hay and agar aap ko loss howa hay to aap ko yeh watch karna chhayie keh loss kis mistake ki waja say howa hay.
                      • #1256 Collapse

                        agar muje forex main maslasl loos ho raha ho to main kafi appest ho jayta ho agar aysa mere sath hota hain to main kuch den ka laye trader nahi karna ho relex hone ka bad main pher trade karta ho aur sub sa first apna loos ko cover karta ho
                        • #1257 Collapse

                          asalam o alykum brother loss in the business or trading is common, because in every kind of business their are only two things profit or loss. you will suffer from both, when u suffer from profit u invest more, but when u suffer from the loss u take it to heart, this is wrong, u should work hard and try it again again then will b in the list of great trades. so dont panic
                          • #1258 Collapse

                            loss per bhi depend kerta hai ke bog loss hai ya small loss hai.ager to big loss ho jae to thora time trade se door ho jana chahiye aur apna dimaagh refresh kerna chahiye,us ke baad freah mind se forex trade me dobara kaam kerna chahiye.dobara trade kerne se pehle thora bohat analysis zaruri hai.aur ager small loss ho jae to wo normall hai.ye loss aik teacher ki tarah hota hai.
                            • #1259 Collapse

                              My dear forex ak business h or business main loss or profit hota rahta h ..Bas ap ko har nahi mani chahyia balky apny loss say sekhna chahyia or next us gulti ko repeate ni karna chahyia insan apni galtiu say he learn karta h..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                Brother Allah na kare ap ko loss ho lekin agr ho bhi jae to ap sabr se kam len or loss ki wajah ko janane ki koshish karen or phir koshish karen k ap dobara ap se wo ghalti sarzad na ho or kabhi bhi loss se na ghabraen ye loss hi ap ki kamyabi ka pehla zeena hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X