What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    Sir main to new person hi hoon mujhe trading ka kuch nahi pata hai aik do trade lagai thi us say mujhe loss hi hua tha mujhe bohat preshani hui thi lekin main nay saber kiya tha ap ko bhi jab loss ho to ap saber say kaam lay next time profit hasil ho jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      ap new ho to my ap ko khna chata ho k demo my bhi sath sath paractis kry our is furam par achy sy learning kary tab ap ko bhot faida ho ga forex trdaing my our ap koi acha sa teacher bhi rakh ly
      • #1368 Collapse

        Mary dosto ap ko pata ha ky zindage ma noksan or fida gota he rahata ha es leya es ma koi lalach karny ke zarort nahe joo ap ke kesmat ma pasy ha too wo ap ko he mily gy g or ap agr trade ma loss karty ho too es ka matlb ya nahe ky ap ak or glte karo or stop trade na karo agr ap stop trad nahe karo gy too ap ko or noksan ho sakta ha
        • #1369 Collapse

          Why to quit , getup again start posting share you mistakes improve your self with better knowledge and keep on trying and trading one day you will be master in Forex trading business.
           
          • #1370 Collapse

            dear is paresha ni ki koe baat nahe ha start ma loss hi hota ha koe b business ho is k liye hamay experiance aur knowledge hasil karna chae ha aur soch smj ka tradinng karni chae ha
             
            • #1371 Collapse

              bhai jaan forex me loss tabhi hoga jab hamara mind concentration ke sath work nahi kar raha ho or hum yahan wahan ke khayalon me kaam kar rahe hon is lye koshish yahi karni ho gi ke loss se bachen or greed har giz na karen.
              • #1372 Collapse

                forex trading ma agar aap ko loss ho jaye to sab se pehlay aap os galti ko chek kro jis wja se aap ko loss hoa ha aur phr next trade ma wohi galti ko phr na duhraia jaye ta k aap mazeed loss se bch sko...........
                • #1373 Collapse

                  My dear friends main ne abi real trading start nai ki is liye mujhe abi loss ke bad wali feelings ke bare main experience nai ha. but demo account main mujhe jab bhi loss hota ha to main bohat bad feel karta hon.
                  • #1374 Collapse

                    at the first look on forex all will see that forex is a good and easy opportunity for making monaey its for thaat is so popular and now its easy to make trades from home or work or mobile it make it popular too.
                    • #1375 Collapse

                      Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash maain apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.
                      • #1376 Collapse

                        ji mein to kuch nai krta hun posting start kr deta hun or agly month phr kch n kch kr leta hun es liey smjhen hamesha es kam ko ...........................................!
                        • #1377 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main profit hasil hota hay huamin is main loss b ho skta hay huamin is main agr loss hota hay to huamin is main paryshan nai hona chahiye huamin is main hard work or try karty rhana ho ga
                          • #1378 Collapse

                            jnab hum jab tradgin karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b hasil ho sakta hay or huamin is main agr loss hota hay to humain is main koi pryshnai ki bat nai hay huaminis main learning ki zarort hoti hay
                            • #1379 Collapse

                              ji jnab bilkul theek kaha app ne mujhy bhi loss ho chuka hy 2 baar and me phir se new se sab start karta hon ab mera 3rd time hy k me dobara se khara howa hon Q k me kuch karna chchta hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                forex ma loss hone k baad mistakes ka analysis karna boht zarori ha kyu next time mistakes repeat na ho aur ap loss hone se bach saken ,,preshan nai chayhe aur apne koshish ko jari rakna chayhe hosakte ha next time achi profit hasil kar saken,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X