forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    jub hum asli accoutn mein loss kartay hayn tuh humay bhut achi tarhan se earn hojata hay hay k loss keay howa humay q k humara sara focus eik hi trade ki movement pe hora hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      dear forex trading me jab b loss hota hay to koshish ye karni chaye k apni mistakes se learning karni chaye or next time trading me wo mistakes nahi karni chaye.
      • #618 Collapse

        loss ki bhut importance hai forex trading main. loss hamesha hamain 1 lesson de kay jata hai. jab bhi bhi hamain loss ho to hamain us kay honay ki wajah par ghor kar kay us ko behtar karna chaahiye aur loss ki waja se pareshaan nh hona chaahiye
        • #619 Collapse

          my dear firned jisa ke hum jante hay ke lsot ke koi bee passan nahy karta hay to phir lost ke importance kis keliye hay . leken jo loog greedy hote hay os ke lliye olosot bahot zaroroi hay taake wo seek jaye ke greedy trading kitna khatarnak hay .
          • #620 Collapse

            LOss is a part of business. we need to learn through loss. we need to find our the reason of loss and solve the lacks. Then we will be success in forex business.
            • #621 Collapse

              janab forex trading main loss ki waja se hame apni mistakes ka pta chalta hai jis ko realize kar ke ham or bhi profit hasil kar sakte hain
               
              • #622 Collapse

                Forex trading main loss key bohat importance ha. kyon kay ya saraa trading work profit or loss par he mabne ha. agar trader ko profit ho ga to wo apney trading ko garey rakh sakay ga or agar loss karay ga to is key investment he khatam ho jaya ghe or wo trading ko jariy nhe rak sakay ga
                • #623 Collapse

                  dear ham koi bhi bussnis krte hen us me tu and profit sth sth hote hen esa koi bussnis nhi he jis me loss ka koo chkr nhi ho trading bhi ek esa hi busnis he is me bhi ham jab tak trdaing ki knowledg hasul n krlete tu ham kabhi bhi profit earn nhi kr sakhte
                  • #624 Collapse

                    good point .. ya point begginers k liye bht important hay ... hum forex ki field may jitnay loses karay gay wo hamaray liye faidaymand hogay lekin wo faidaymand is sense may hoga agar hum un nay lesson hasil karay gay .. so try to learn through your mistakes
                    • #625 Collapse

                      gee bhai forex trading main loss i bohat importance hai kun ke loss ki waja se ap ko apki mistakes ka pta chalta hai or is ki waja se ap or loss se bhi bach jate hain
                       
                      • #626 Collapse

                        Aslam o alikum main forex main new hon or main nay abi is he month say forex par job start ki hai or main nay is k elawa bohat sari online jobs ki hai mgr sab say ache mujhay forex he lagi gai. yar fore main loss bhe hota hai or is main sirf loss he ki importance nahe hoti balkay profit ki bhe hoti hai
                        • #627 Collapse

                          bhai jan mara dost muj as job mah aysa lagta ha kah agra ahmy aysa kam mah ap ko kuch batna chta ha sji sa hamy aysa boht achi job mul sakta h as jis sa ap ko aysa kahna hota ha....
                          • #628 Collapse

                            right aksar hum apni ghaltiyon se seekhte hyn kyunke kabhi kabhi hum aise mistakes kar jaate hyn jo uske baad hmain seekhne ke liay bohat kuch mil jata hy
                            • #629 Collapse

                              mere dost forex mein loss ke causes ko jaan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                dear Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X