forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    loss ki importance to nhi smjhi jati ha bs yhi hota ha keh insan ko sbq milta ha is say aor phir woh is trah sahih kam krta ha aor achi income bad main hasil kr lay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      assalam-o-alaikum janab mere khayal se har kaam kain loss ki bohat ehmiyat hoti hai because loss ke dar se log ache se kaam karte hain aur koshish karte hain ke kam se kam loss ho thank you...
      • #648 Collapse

        forex trading bussiness mein jahan profit honaa eik beginner key liye zaroori hai wahin loss ki bhi apni importance hai because loss aapko sikhata hai key aap apni strategy aur planning ko perfect karo aur apni tarading skills ko utilize karo..
        • #649 Collapse

          My dear forex trading mn loss ki ye ahmiat h k aap is loss sy bht kuch seekh lyty hn or aap kom ios ghalty sy bht tajarba hota h agli dafa ap sy ye ghalty sar zad ni hopty h
          • #650 Collapse

            life me har chez ki kch na kch value lazi hoti hai beshak wo chez koi bi kyn na ho isis tarhan forex me loss ki bht importance hai wo ye hai k mery bhai ap ko jab loss hota hai toha p ko chaiye k ap is se sabak sekho k ap ko loss huwa toh huwa kyn or kesy huwa ir aynda is se kesy bachna hai or ap ko apni in mistake se learn karna chaiye .
            • #651 Collapse

              Forex main loss ke causes ko jan'na or even samajhna hi aap ko then time frame iss loss se bacha sakta hai consequently can be ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or maybe peoper plan ker k apni trading ka kaam beginning karain.
              • #652 Collapse

                G han mere bhai aap ne theek kaha hai humain apne loss se bohat kuch seekhne ko milta hai is se humain apni mistakes ka pata chalta hai is se humain faida hota hai aur hamari trading skills improve hoti hai aur hum ek ache trader bun kar is se achi earning kar sakte hai.
                • #653 Collapse

                  sahi kaha apney loss ki importance yehi hai k us se sikha jaye aur future main apney loss ko dekhtey hovey achi tarha se analysis kar k trade karni chahye jis se apko profit earn karney k zyada mouqey mil saktey hain.
                  • #654 Collapse

                    salam business me loss hona koi nai bat nahi he profit or loss chalta hi rehta he lekin achi bat ye he k ap apni galti se seekhen or dubara us galti ko na dohrayen ap apni hi mistake se ek acha sabak le sakte hen or trading me ziada se ziada perfect ho sakte hen..................thanks
                    • #655 Collapse

                      dear mere khyal mai loss ke baad himat nahi harni chaheyai aur apne emotion ko control maii rakna chaheyai ,aur dobara try karna chaheyai .apne mistakes se learn karna chaheyai or mistakes seekna chaheye ke ghaltiya kaha hoi ha or ayenda nahi duhrana chahye
                      • #656 Collapse

                        dear forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karain
                        • #657 Collapse

                          mere dost bilkul thek kaha apny. wesy loss jb hi hota hy jb k hum ghalti krty hain or ghalti jb hoti hy jb hamary mind me ideas nhi hoty. hame chahye k hum apni interpersonal skill's ko sudharen q k its tha most importent thing in our life friend's. aesy main hum webside ko kasur tehraty hain aesa nhi hona chahye...
                          • #658 Collapse

                            DEARS INSTA FOREX MEMBERS: forex trading kerte waqt hum ko loss ki 2 aham wajuhat hen, ak to lalich hum lalich kar jate hen trading ky doran or 2 he be sabri, hum bilkul b sabar nahi kerte trading ky doran...............
                             
                            • #659 Collapse

                              sab is kam ko like karta ha sab ka liy ha sab is kam ko like karta ha ap be isma boht pisa kam sakta ho sab ka liy ha ap ko is ma boht pisa ap be kam sakta ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                dear Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X