forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Forex main ap ko loss humaisha ap ki gltion ki wja say hi hota hay iss main koi or cheez ka amal dkhl km hi hay.forex me insan tab he loss karta hai jb wo koi ghalti karta hai aur insan apni ghaltiyon say he sekhta hai jb hum apni ghalti ko sabak bnaletay hain to hum mahaan ho jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      dunya me aesa koi businessni ni he k jis me loss ho ya just profitm ho ,,har business me loss or profit sath sath hota he loss ap k liye aik lesson hota he jo apko ye btata he k ap ne previuous kia galti ki he ,,,,
      loss ap ko mere khysal se aik acha trader banna sktan he,,,,
      • #603 Collapse

        friend Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karain
        • #604 Collapse

          Ge han mara pyara bhi na bilkol shee bat ke ha ka loss sa jitna hmara capital ka nuqsan hota ha utna hmara fida bhi hota ha kyon ka loss hona ke waja sa ham apni galtiyon ko shee kar sakta han .
          • #605 Collapse

            dear forex aik business hai aur loss es ka aik part hai aur loss ke buaht se wajohat ho sakte hai for example ager trader ke pass experience na ho aur wo trading karta hai to definetly loss hi karega aur ...greed ,lazyness ,over confidents.etc en ke waja se loss ho sakta hai
            • #606 Collapse

              dekhiye mere bhai aisa hy ke is mien loss to nhi ho skata hy insan ko agar ap ko kam aata hy to
              agar nhi aata hy to profit nhi ho sakti hy ap ko kbhi bhi
              • #607 Collapse

                loss hooneey ki bohet hi ziadaa ehmeyeet heey jiss seey aap next bohet kuch gain kerrtay hai jiss seey aap ko loss hoota heey wo aap dobra nahi honeey daiteey jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga
                 
                • #608 Collapse

                  Yes bhai jan app ny bilkul right kaha han or main app ki bat sy agree krta ho kyun k jab ham ko loss hota han to phir ham ko bohat hi kuch sekhny ko milta han or phir ham next time k liye better planing krty han or next time phir ham acha profit gain krty han or hamy koi problem nai hoti.
                  • #609 Collapse

                    Forex main loss ke causes ko jan'na or perhaps samajhna hi aap ko then night out iss loss se bacha sakta hai consequently is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or even peoper plan ker k apni trading ka kaam delivery karain.
                    • #610 Collapse

                      bhaii seedhi si baaat ye haiii k koi b insan nuqsan naiii chahta aur koi b bnda nuqsan naiii chahta lkn ye b dono aik dusry k sath sath chltay so nuqsaaan sy bchnay k liye practice zruri haiii so practice is so necessary for avoid from loss
                      • #611 Collapse

                        Ji bilkul thek kaha apny. wesy loss jb hi hota hy jb k hum ghalti krty hain or ghalti jb hoti hy jb hamary mind me ideas nhi hoty. hame chahye k hum apni interpersonal skill's ko sudharen q k its tha most importent thing in our life friend's. aesy main hum webside ko kasur tehraty hain aesa nhi hona chahye.
                        • #612 Collapse

                          mere dost kahi b chalay jao kisi b business mai waha loss ho skta hy is liay hamain loss se kuch seekhna chiay and hamain chiay ke hum is ko improve karain and next time na ise repeat karain.
                          • #613 Collapse

                            forex mai loss ke important profit say b zayda hai. Loss hony pay humen pta lgta hai k hum nay kahan kahan mistakes ke hain jis ke vjh say aaj hamen yeh loss hua hai aur aik acha trader hmesha apni mistakes say seekhta hai aur successful trader bnta hai
                            • #614 Collapse

                              loss ki importance mery nazdeeq sirf itni hi ha k is sy hamen sabar milta ha aur ham wo mistakes avoid karty ha jin ki waja sy loss hua ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                dear loss or profit hota hai har jaga yah nahe sochna chayah hamai kbe be k hamai loss hojaye ga yah bat aisi nahe hai yaha per....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X