control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    Bahi Jan forex trading mein emotions ko control bahot zarori hai is lye emotions ko control krein loss se apny ap ka dil kabhi bhi na torein kiyon ke loss dil for deta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      yes bhai ap nei mukammal tor pe thek kahaa hai, hamey apnay jzbaat mei sambhalna rekh ky kaam krna chaheay agr hm apney jazbaat mein qaboo na kry gy to ahmey bahot zaiydaa loss hao skta hai, or hamey nice profits bhee nahin milay gaa aur hm naqaam bhee hao jaey gey hr kaam mein yaa to woh akm Forex kaa hao yaa phr koe aur hao hamey lalch sey b baach key kaam krna chaheay.
      • #1668 Collapse

        Je braether trdeng kerty howaa haminaa aapna jazbaati pr qabao rkhna bohat important jab hamean munafa hotaa hai, hm bahot kush hotey hai aor hum sochtey hn aur profits aya hum pher bagheir sochey samjey invest kerty hn r lose khatey hn.
        • #1669 Collapse

          haan jee boht behtar baat kahee ha, Forex mei ager hamey praoft hta ha, hamey apaen sentiments qaabo krna chaeye hamey 1 dam zeada khusee ko khudd per havee be nahe krna chaeye kayon ky ess sy bhee hamey kaafi lose hao skta ha, kayon ky harey agar emaotins kaboo me nahe hao gay hamey koch samajh nahin aye gay hm kayaa kery esi liyay hamrey jzbat cntraol mein hna zruri han.
          • #1670 Collapse

            forex mai ju bhi banda apny emotion ko control kr laita hai wo he iss mai success ho pata hai kun k emotion say say zrori chez hai forex mai success hony k leay iss leay normal ho kr apny mind ko fresh rakh kar kam krna chheay.
            • #1671 Collapse

              Tradings mein aap ky jazbaat up or down hotaey rehtaey hen market keh rate ky saath saath so app ko apnaey juzbaat ko bhi qaboo krna bhaoot zaroori hai, kiun keh ager app apnaey emotions py qabao nei rekh sakty to bhi ap wrong decession lei len gey.
              • #1672 Collapse

                Jab mein shroo mei tradings krta ta jab mein naye ta tradings mein to apnay jzbaat ko kaabo nyi kr pataa ta jiss ke reasons sey bohat sey nuksaenat honny lagey thy phy manee dhehaan kya aor seakhaa apnay app ko kabao rkhna wrnaa wrong steps aapko bohat nuqsan kaa shikar ker dytaa ha
                • #1673 Collapse

                  brother app ko Forex me jazbat ko qaabo krna hogaa agr qaboo na kiyaa to appko 1 bra loss kaa saamna krna paragaa or family issues ha, to appko Forex trading absolutely bhee ni krni chaehiye.
                  • #1674 Collapse

                    App ko as baat pr bohaot good kaam krna pr mujaa bor ker skta hai, jiss kaa bada mein ahmey aysaa koch krna parrta hai, aysaa leyaa aap ko aysaa bohaot achi kaam krna pr aya kr skta hai
                    • #1675 Collapse

                      je darust bat kahee ap ne Forex tradings krty wakt humaey chahieey khe apnay jzbaat per qabao rekh kr tradings karain ws tarha hm lose ky risk ko kaam kr skty hai aor good profits bana skty hai.
                      • #1676 Collapse

                        experts trader apnay juniors ko emotional kay bagair trade karnay ka is liay kehtay hai kay is me humara hi fadia hona hota hai is bat ki tasdeeq ho chuki hai kay jub hum trader emotional ho kay koi bi decision letay hai tu wo humay lost hi karwata hai
                        • #1677 Collapse

                          forex trading main apny emotions ko control kar kay trading karni chahiey kyun keh control kar kay he trading ko behtar kar sakty hay warna hum jazbaat main aa kar galt trade lga sakty hay
                          • #1678 Collapse

                            Jee han ap nay bilkul theek kaha hai emotions py control rakhna boht he zaroori hota hai asa kar kay he aap ak achay trader ban sakty hain
                            • #1679 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: FOREXFUTURE پيغام ديکھيے
                              experts trader apnay juniors ko emotional kay bagair trade karnay ka is liay kehtay hai kay is me humara hi fadia hona hota hai is bat ki tasdeeq ho chuki hai kay jub hum trader emotional ho kay koi bi decision letay hai tu wo humay lost hi karwata hai
                              ge han bhai forex trading mein trader ko emotions ka istemal krna acha nhe he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein acha decision lein aur apne trading mein jldbaze aur lalch aur emotions ka istemal bilkul na krein phr trader ko apne trading se acha profit hota he aur trader ache income apne forex trading se hasil kr leta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                That's right, a trader should always control his emotions during trading because this market would not follow our emotions and feelings, but it would run with the changing circumstances and we should get updated to everything like that.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X