control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    Dear demo r real trading mn main difference hi yahi ha k real trading mn emotion involved hoti hn.jb k demo account pr profit r loss ki ap ko koi tension ni hoti.real account pr sb sy bara problem hi emotion pr control na karna ha.jis ki waja sy majority log ghalti karty hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      forex business asa ha jo is main lalach kerna ke chkron main para wo to usi waqt hi loota jata ha forex main hum lalach se ch ke kam nahin lena cahiya forex main kam kerna ha to emotions ko control kero apna ik fix amount tk ka tagt rakho phir uthi eaning kero ziada ke chkron main kuch bhe hsail nahin hot .kabhi kabhi tuka lag jate hain mager akser kuch nahin milta
      • #1713 Collapse

        Aslam o alikuum dear brother app nay bilkul teak kaha hai agar hamain apny emotion and greed par control rakhy gay to hi hamain success hasil kar saky gay successful trader banny gay ess laiy achi say trade krain .............
         
        • #1714 Collapse

          agar hum emotions ko control kar kay trading akren gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain fresh mind kay sath focus karne kyun keh focus karnay say he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay dil lga kar focus karna chahiey market main tab he hum safe reh sakty hay
          • #1715 Collapse

            yes dear app na sai kaha humm achi traha sa trade oss waqt he kerr paiye ga jabb humm apnay emtions per na qaboo pa laay jabb humm apnay emotions per qaboo pahh la ga tuo hummm achi trah trade ker paiyie ga or good trader wohi hai juo apnay emtions per qaboo pa lay or better traqy sa trade keryy..
            • #1716 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother hamain forex main apnay emotions koo control karnay ki bhot zyada zrorat hoti hai agr hum aesa nahi kartay hain to hum lalchi ban jatay hain aur jab lalich zeada ho jati hai too ess say kafi nuqsan hota hai .....................
                 
              • #1717 Collapse

                Assalamu Alaikum friends my new user Main Apne senior member se puchna Chahta Hoon ke Hame Kis Waqt Apne motions ko control karna chahiye please koi senior member hai jo Mujhe Uske baare mein Bataye jaldi se jaldi
                • #1718 Collapse

                  agar hum forex trading main emotion ko control kar kay trading karen gay to humari trading boha tachi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say time dainay main he faida hota hay aur humay chahiey keh esmain fresh mind main trading karni chaheiy tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #1719 Collapse

                    Ji aapka emotions aur apni feelings par control karna bahut important hai emotions for control nahi hoga toh acche trader Ki Tarah kaam nahi kar sakte aur aap confuse ho Jate Hain Jise Apna jaldbazi Mein order open ya close kar lenge Jo aapke liye loss ho sakta hai
                     
                    • #1720 Collapse

                      agr trade main kam karna hay to is main apny emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main asani ho sakay is main ahrd work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay loss km ho sakay magr is main trade karty hain to hard work kar kay achy say kam karna ho ga demo ko use karna ho ga ta kay trade karna asan ho
                      • #1721 Collapse

                        agar hum emotions ko control kar kay trding karen gay to eh humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say focsu karen kyun keh focus karen gay to he hum esmain acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha businenss hay humay esmain jald bazi karnya mian faida nahi hota
                        • #1722 Collapse

                          Aap ko Apne emotions par control karna hoga jab tak aap ko Apne motions for control nahi hoga aap Forex trading maker be successful trader Ki Tarah kaam nahi kar sakte aur nahi aapko Forex trading Se Kabhi profit Haasil Hoga isliye aap ke liye zaroori hai kya Forex trading Main Apne emotional super control kar ke kam kare
                           
                          • #1723 Collapse

                            forex mai loss or profit dono hota rehta hai agr humy profit ho to emotion mai aa ker limit sy zaida lot nhi lgani chahiye or agr loss ho to emotion mai aa ker chor bhi nhi dana chahiye kion k miana rwai best hai es field mai or koshish yeh krni chahiye k greed per bhi control ho...
                            • #1724 Collapse

                              forex tradig aik aesa business hay jo k asan hony k sath sath bht risky bhi hay is may kb humay loss ho sakta hay aur kb profit ye koi nai janta is liayhumay lalach bhi nai karni cahiay aur na hi besabri se kam lena cahiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                bahi ager ap ko profit aa raha hu to apny emotions ko control kay awor zeadha sa zeadha profit earn karny kay laya awor knowledge awor mahnat kary ta kay agy sa ap forex par awor zeadha sa zeadha mahnat kar kay achi earning kar sako
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X