control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    Forex trading mein successful trader ban'ny k liey trading k dauraan apny emotions py control krna bahot zroori hota hy keun emotions kaisy bhi hon wo insaani dimagh k liey theek nhi aur emotions mein kiey gaye faisly aqal k faislon sy kabhI bhi achy nhi hoty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      Forex trading main emotions pe control ki bahot zayda zaroorat hai hoti hai q k agar ap profit main ja rahe hain to apko agar emotions pe control nahin kro ge to ap air profit ki koshish main loss main chle jao ge
      • #1698 Collapse

        hamain is forex main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main planing kar k hi hum achi trade karny k kbil hon gay aur jitna control karein gay utna hi hum run karein gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best
        • #1699 Collapse

          g dear ap ki bat thek ha hume is ma sabar k sath kam krna chaiye ye hamre liye bohat lazmi ha humeis business ma apne emotion ko lazmi control krne chaiye ur is ma menat k sath kam krna chaiye ur is ma hume practice be krni chaiye
          • #1700 Collapse

            apki bat sahi hai forex trading main boaht se trador greed k sath tarding karty hain or un ka mind bopaht se negtive main chal raha hoat hai es liye es chez ko khtm karny ki bohat zarorat hoti hai es se hmari trading skills bhi khtm ho jati hai or hmain loss ka bhi samna karna hoat hai forex trading main mahnat ki base par hum kuj bhi kar ksty hain
            • #1701 Collapse

              Forex main apny emotions ko control karna lazmi hota hai warna bahat mushkil hota hai ke insan apny ap main rahy. Emotions main a kar insan jald bazi main jo faslay karta hai wo amoman us ke keley nuqsan ka babais bntay hein so ap jab bhi koi trade kren tu puray itmenan aur skoon se kren warna loss yaqeeni hota hai koun forex market main market ke up and down bahat jaldi se hoty hein.
              • #1702 Collapse

                humain apny emotions o kabo kar kay achy say ana hoo ga jis say market main kafi achi earning hasil ho sakti hay magr humain is main greedy ho kar kam karn main kafi risk ho sakta hay humain is main agr success hasil karni hay to high risk main kam karna ho ga jis say market main kam karna humary liye kam karna ho ga ta kay succe ho
                • #1703 Collapse

                  g trading mein emotions aur greed pe control hona chahiaye ap k emotions ap ko nuqsan bhi dein skte hein is liay cool rehein aur emotions mein aa kr galt decision na krein jo ap k nuqsan ka bais bnein
                  • #1704 Collapse

                    forex main trading karty howy jo bhai emotional ho jaty hain or laluch kar ke more or zyada ki khwahish karty hain wo loss hi karty hain es leye dosto laluch nahi karna chahye apna 1 target bana lo keh main ny ajj 5$ ki trading karni he bus baqi kuch bhi ho.
                    • #1705 Collapse

                      hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho skay aur profit hasil karein gay
                      • #1706 Collapse

                        Control on emotions hai to control at trading hai.
                        Emotions aur greed ki waja se 95% traders forex men loss kerte hain uski waja ye banti hai k jab kissi trader ko forex se profit hota hai to wo apne emotions ko control ni kerta aur bagair market analysis k useless trades ko open kr leta hai jo uske loss ka sabab bnti hain, hamen jab foex men apna target achive ho jy to hamen apni trade ko close kr sena chahiye hamen ziada ki lalach men over trade bhi ni krni chahiye, over trading se ham ham apna profit bhi loss kerte hain aur sath men apna capital ko bhi loss kerte hain.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #1707 Collapse

                          agar hum emotions ko control kar kay trading karen gay to humari traidng bohat achi ho sakti hay humay esmain khoob mehnat karni chahiey kyun keh mehnat karnay say he humari trading kamyab ho pati hay humay dil lga kar trading main dhyan daina chahiey
                          • #1708 Collapse

                            G bilkul ap ne theak kaha hai forex trading esa business hai jo emotions se nhi bal ke learnig se kia jata hai agr ap apni emotion per control nhi kren ge to apko loss hoga
                            • #1709 Collapse

                              control on emotion ye aik aham chez hay kun kay agr humain emotional ho kar kay trade main kam karty hain to is say ye hota hay market mai loss ho sakta hay uhmain active ho kar market ko understand karna ho ga ta kay kafi help hasil ho sakay low risk main trade karty hain to market main loss km ho sakata hay hard work kar kay ana ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                agar hum emotion ko control kar kay trading kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen aur humay es businness main fresh mind rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay esmain fresh mind main he trading karen gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X