control on emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1636 Collapse

    forex mein loss ki aik sab se barii waja ye bhi hoti hai k hm apny emotions pe control nae kerty.. hum jb koi market mein buy ya sell ka trend dekhty hain tou hum ankhen bnd ker k us mein enter ho jaty hain aur market us se thora aagy move ker k reverse ho jatii hai aur hmen loss ho jata hai............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1637 Collapse

      g han emotions per control zroori hai ager ap ne apny emotions per control ker lia tu ap zada acha kam ker sakty hein forex men zada ter log apny emotions per control nahi ker paty hein jis ki waja se unko loss ho jata hai
      • #1638 Collapse

        hamain apny emotoin ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky gay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar saky
        • #1639 Collapse

          Forex trading main apnay emotions ko control rakhna aik basic factor hai jab tak aap patience ka muzahira nahi karain gay tab tak aap ko loss zada ho ga or is liay hamain chaiay kay jab hamain zada faida ho jay to foran say next trade b same direction main na lagain if you are day trader
          • #1640 Collapse

            G bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin chahye hy k hum jub be trading kerna laga us time apna emotion per lazme controll kerna chahye hy ta ke humin looss na ho jae
            • #1641 Collapse

              Forex ma apny emotions ko control krna buhta zariri ha ncz forex trading ma profit k sath sath loss b hai ar ye risky business ha so hamko emotional ho kr yar greedy ho kr is ma investment nahi krni chahy ar soch smjh kr analysis kr k trading krni chahy tb he faiada ha
              • #1642 Collapse

                Aik acha aur successful trader wohi hota hay jo market ka anlysis kar kay koi bhi trade open karta hay lehaza hamen trade open karnay main jald bazi say kaam nahi lena chahiye kiun kay ye greed ki nishani hay aur esay main ham say mistake bhi ho sakti hay isi tarah apnay emotions pay bhi control rakhna hmaray liye behtar prove ho ga
                 
                • #1643 Collapse

                  G bilkul i agree with you humy chahye k during trading greed aur emotions ko control kary q k ye aik risky online money making business han isi liye humy boht zyada care karni parti han aur humy chahye k market me koi bhi position leny se pahly kisi professional trader se zaror help ly liya kary.
                  • #1644 Collapse

                    forex ma jo trader loss krta ha uski main reason ye b hoti ha kay wo na to apny emotions pe puri trah control krta ha aur na he greed pe control kr skta ha yani jaha entry nhe b bnti wo waha b entry leta ha lakin aysa bilkul b nhe krna chahye kyu kay agr hum apny emotions pe he control na kr sky to hum kbhi b forex trading ma kamyab nhe ho sky gay aur loss he kry gay.
                    • #1645 Collapse

                      ap koi b kam kren us k liy ye zrori ha k ap apny emotions ko lazmi control kren uski wja ye ha k is min emotion ko control krna ek boht ahm kam ha jab tak ap k jazbat cintrol rahen gy tab tak ja k ap is min forex trading min kaam kr sken gy
                      • #1646 Collapse

                        hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main mushkil na ho skay gay aur profit ho skay
                        • #1647 Collapse

                          Greed aur ap kay emotions ye dono cheezen wakai ap ki trading pay bohat effect karten hain jesa kay agr ap ko loss ka samna karna paray to ap us ko recover karnay kay chahkr main emotions pay control nahi kar patay aur same mistake kay sath ap agian trade main chalay jatay hain jis waja say ap ko again loss ho jata hay lehaza is cheezon say bach kay rehna chahiye
                           
                          • #1648 Collapse

                            is forex main hamain apny emoiton ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asnai ho saky aur rule ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main asani ho saky
                            • #1649 Collapse

                              emotional hony say market main trading ko nahi kr saqty hain kun kay is say loss hota hai or hum is market main loss hota hai ik trader ko is market main jaldi say hum is main mistake krty hain jin say kafi zada loss hota hai is main kaam krny valy ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1650 Collapse

                                jub aik trader empotional ho jata hai tu trade ko acah nai kars akat hai is liay emotional kay time pe a kabi bi koi bi deal open na karay kyu kay us time pe apka mind work nai kar raha hota hai is say best hai kay ap is din trade hi na karay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X