profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2161 Collapse

    Je absolutely laog trading kar ky profits kama leteey han but uskao maintain nhen kar paataey jiss ke reasons sy earning kiyaa huwa profits baaed mei loss hao jaata hia.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2162 Collapse

      Forex trading mai profit earn karna easy ha ager trading ke achi skill aur trading experience ho tu tab lakin jo profit earn ho jiye iss ko maintain karna b bohat hi mushkil hota hai traders kay liye , iss ke main reason yeh hai ke kafi saray trader money management aur discipline kay sath trading nai karty hain jis ke waja say account balnce maintain nai rehta hai .
       
      • #2163 Collapse

        Yes yei baat darust he kah profits to kisee b wkt asanisy baan jaata hai lykin profits hony ki bad munafa ko maintain rkhna bohaot hi difficult hotaa hai khaas kr naye trader keleye or wo iss mein aapne emaotins ko achee tarha sy qaboo nahi kr pate hein.
        • #2164 Collapse

          ya bhi ayk experinece hota hy k jab a ko profit ho rha hota hy to phr ap ko us my loss nai krna chiya us profit ko brkaar rakhna chiya ya hi a ka nolige hota hy k ap apny profit ko loss nai hony dyty is k liya ap ko lalach sy bah k rhna hoat hya agr ham my lalach ha jay to ham big lot ly lyy hy to phr ham ko loss ho jata hy jo ham ny rofitt bnaya hota hy who bhi hr ham ko nai milta hy
          • #2165 Collapse

            g hai me bi apki is bat ko agree karta ho kay profit gain karna easy hai likikn is ko kis taraha say account me add karkay rekhna hai ye thora tuff hai is liay hum traders ko chaiy kay aisi startegy ko lay kayu aiy kay jsi say humara profit save rehay
            • #2166 Collapse

              Munafa krna aasan ha, lakin maintain krna bahot mushkil ha, woh iss tarh key ager app munafa karaey aor aap nay next trading ghalat laaga dy aor market aus key mokhalif hovaa to app khaleey hojaeye gay is liye app is ko hoshmand y key saath maintain karsaktaey ha
              • #2167 Collapse

                mery khyal main forex trading main aik adh dafa profit hum bna sakty hay but mushkil humary liey thora yahe hota hay keh es level ko maintain karen agar humara experince acha hota hay to humay mushkil nahi hoti
                • #2168 Collapse

                  bohat hi say traders mainay is taraha kay bi watcjh kiyay hai kay jin kay sath ye problem hai kay jo chi trade karkay acha profit earn karnay kay bad is ko lolst kar detay hai likin is ko mainatain nai kar patay hai tu dears ap ko is ko karna sekhna ho ga
                  • #2169 Collapse

                    Forexmarket mai profit earn krna bohat muskil hai kyu k jab ap planning / trend kay mutabique trade nahi krtay tou market ap kay ultat jay gy jis say ap ko lossho gy es lye market mai profit earn krnay kay lye planning say trade kray.
                    • #2170 Collapse

                      humain trade main kam karna hay to leraning kar kay market main kam karna ho ga humain hard work kar kay kam karna ho ga is main profit ko maintain karna kafi risky ho sakta hay humain is main mehnat say kam karna hota hay
                      • #2171 Collapse

                        g bahi aysa hi hai or bahi es k sath sath jub hum trade lgaty hain tu hum confuse ho jaty hain k hmain apny profit ka bhi dehan rakhna ho ga or aysi trading karni ho gi k hmain loss na ho maghr phr bhi hum mistake kar jaty hain
                        • #2172 Collapse

                          koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi is kam k bary main learn karna ho ga aur phar hi hum sucess hn gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karein gay
                          • #2173 Collapse

                            is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k acha earn karny main asani ho
                            • #2174 Collapse

                              koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai but us kam ko karny ka tarika ana chahye aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur earning karny main bi asnai ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2175 Collapse

                                G han bilkul aisy hi hae k jb bnda new new forex trading mn ata hae to wo apny hisaab sy trades lagata hae aur by chance usko naffa ajata hae to wo ye smjta hae k wo trading ko janta hae jb k aisi baat ni hae profit ko hold rakhna hi assal trading hae.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X