profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2116 Collapse

    sahi keh rahy hay forex trading main profit aik adh dafa luck ki waja say to hum gain kar sakty hay but humay chahiey keh es profit ko maintain bhi rakhan chahiey tab he hum forex trading main kamyab hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2117 Collapse

      Sir main to is baaat ko nahi manta hoon kay profit ko mainitain rakhna mushkil kaam hai ap us ko apni lifre may use kare or phir say apni stragery start kar day profit lanay kay liye boaht hi zyeda mehnat kerni parti hai jo har koi nahi kar sakta hai thank u
      • #2118 Collapse

        is main agr success hasil karna hay to hhumain practice kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakkay magr humain lack of learning say market main loss ho ga
        • #2119 Collapse

          jab hum trade karty hain to humain is main hard work kar kay kam karna ho ga magr humain demo ko use kar kkay practice say kam karna ho ga magr humain kam a gay to easy hay
           
          • #2120 Collapse

            Bus hmain chahiye k laaluch me na prain aur apni normal trading krain aur sab se zarori baat k apne profit ko maintain krne k lie money management zaror amal krain.
            • #2121 Collapse

              is main hamain trade karny k liye demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi earning ho skay aur is main profit bi acha ho skay it is best
               
              • #2122 Collapse

                g han is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur is main experience hasil kar k hi hum market main trade kar sakty hain aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam say kam ho skay aur earn ho
                • #2123 Collapse

                  is ko hamain maintain rakhny k liye hard work karni ho gi ta k earn ho skay aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur knowldge ho ga tab hi hum earn ho gi
                  • #2124 Collapse

                    agar hum nay market main profit earn kar lea hay to humay chahiey keh es profit ko maintain karen kyun keh agar hum esko maintain kar kay run karen gay tabhi hum esmain achi earning kar saky gay
                    • #2125 Collapse

                      ap ki bat theek ha forex man earning kerna buhut easy ha but oc ku sustain kerna or detain kerna buhut mushkil kaam ha. ic liye forex ki buhut zyada learning ki zarurat hoti ha
                      • #2126 Collapse

                        ye tou ap pe depend krta hai k ap us ko kesy use krty hain.. ap apna target achive krny k bd simple exit ho jaen ap ager acha profit mila hai tou us ko withdraw krva ln... aur loss bhi hota hai koi bhi expert 100 percent trade us ki correct tou nae hoti na..........
                        • #2127 Collapse

                          Forex trading main profit to waqai bot asani say earn ho jata hay laikin maintain is liay nahi ho pata koun kay apko nahi pata hota market ka apna abi trade close ki profit wali or aap greed kar jatay ho or aap us sau bari lot same direction main purchase kar laitay ho to tab apko loss ota hay
                          • #2128 Collapse

                            is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main run kar sakty hain aur profit hasil kar k sucess hon
                            • #2129 Collapse

                              G han ye 100% sahi hai ka frofit babnana as an hai q ka baz dafa tukka lag jata hai ap samjte ho ka ap master ban gay but ap is ko maintain rakhna bohat difficult hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2130 Collapse

                                ji han profit bnana easy hai. agr aap good entry lety hain to is me koi shak nhi k apko proif zroor mily ga. lekin agr aap zada ki hawas me lalchi bnty hain to aap yqeeen apna profit gunwa skty hain.
                                "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X