profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2131 Collapse

    ji han profit bnana easy hai. agr aap good entry lety hain to is me koi shak nhi k apko proif zroor mily ga. lekin agr aap zada ki hawas me lalchi bnty hain to aap yqeeen apna profit gunwa skty hain.
    "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2132 Collapse

      G bhai g bilkul apki bat thake hy k forextradig busniss mai bohat sary traders profit tu earn kertyhy lakin usko maintain nai rakh paty or looss ker daity hy is liya ap seekho
      • #2133 Collapse

        ji m apki bat sy itefaq krta hoon kcprofit banana asan ha mgr isko maintain rkhna mushkil q k ham aksr ziada k lalch min loss kr bethety han jis ki wga sy jo kamaya hota h wo nuksan min chalaa jataa h
        • #2134 Collapse

          hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar k earn karny k kabil ho skay gay aur koi bi kam mushkil nai hota hai aur profit hasil kar skay
          • #2135 Collapse

            hamain is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade kar saky gay it is best
            • #2136 Collapse

              profit ko si market say hum earn kr laity hain laikin is ko her ik dafa krna hasil is main humy kafi zada profit is main khud ki knowledge say mil saqta hai or sath main discipline say kaam ko isi tara say krna hota hai jis say profit mily
              • #2137 Collapse

                kucb kuch traders is types kay bi hotay hai kay jaisay hi aik acha profit mil gya tu aik apln kar letay hai kay aj aik baara risk lay gay tu aik bara rsik hi in ko bohat hi bara lost kar deta hai kay jin in ki real inevstmnet bi lost kar deta hai
                • #2138 Collapse

                  Yea agree in forex easy to make money but hard to keep it kun ke market ke trend situation mn to sb he pasy kama lete hain jb market sideways ho to tab us jagah py apne account ko loss se bachana experienced trader ka kaam hota hai
                  • #2139 Collapse

                    Profit hmesha apki investment aur risk pe depend krta hai aur is profit ko retain krty hue mazeed trading kar k he survive kar skty hain high invested risk high profit deta hai jb k low invested risk will give you low profit
                    • #2140 Collapse

                      agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko sahi say seekh kar run karen kyun keh seekh kar run karnay main he humay faida hota hay
                      • #2141 Collapse

                        billkull ma is baat sy agree kerta hon profit binana easy hy lakin maintain rakhna mushkil hy ye tbi hoga jb app emotions k bina trading kery gay aor experienced trader binay gy
                        • #2142 Collapse

                          My friend forex kesa k SB janty hain bht riski business hai es mai profit bnana bhi mushkil hai or esy maintain krna bhi bht mushkil hai because hm market position dekh k trade LGA kr profit earn tou or salty hain but maintain ni rkh skty es liye mai to apna profit sth sth withdraw krwa leti hon by using skill account.
                          • #2143 Collapse

                            hamain is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai aur hamain rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur earning ho
                            • #2144 Collapse

                              Assamal o alaikum wa rehmarullah! bhai jan ap ny bilkul baja farmaya forex ki languae mainko consistency kehty hain , kaha jata hy jitna trader consistent hoga utna e kamyab kehlaye ga aur ye sirf tb e mumkin hy agr apka loss 2 percent se exceed nai karee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2145 Collapse

                                ji han profit to bn jata hai lekin hum apny emotionl ko control nhi kr paty hum more more ki lalch me apni pely wala pofit bhi gnwa dety hain.
                                First LEARN Then You Can Remove The "L"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X