profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2176 Collapse

    gha aap ko is ma profit bna lan kio moshkile kaam nhe ha aap ko apne profit ho mang karna moskile ha aap ko cahy kay aap apne profit ko saht saht he wadraw karwty rahay q k ya aik riske business ha is ma loss zxad hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2177 Collapse

      asslam-o-alaikum wa rahmatullah g dear apki observation bilkul thek hai. Aksar log ek dafa to profit earn kar lety hain lekin usko maintain nahin kar sakty. Q k zyada tar log long term planning nahin karty. profit ko maintain karny k lye achi planning boht zaruri hai
      • #2178 Collapse

        Main apki bat se agree krta hon profit banana asan hai mantain krna mushkil hota hai kuon koi bhi aim ya goal acachieve krna asan hai maintain mushkil wjh yeh hai ke hum success ho kar khod ko bht easy kar lety hein aur susat ho jate hein.
        • #2179 Collapse

          Profit bana bi itna easy ni ha agr ap apofit bana shuru kar dain tu tu itna muskil ni ha kuse maintain na kr saken is lie ap apni strategy pa zoor dain tu ap ko bht hi zayada faida hasil ho ga
          • #2180 Collapse

            forex trading main jub hnmain aik trade k bad profit hota hai tu hmnain osi time pay dobara trde nahi lgani chahye ayse hmain loss ho jta hai es liye bahtar yahi hai k hmain es main jub acha profit ho jta hai tu hmain osy mantain rakhna chahye
            • #2181 Collapse

              hamain market main trade karny k liye learn karna ho ga ta k loss kam ho saky aur koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum earn karein gay
              • #2182 Collapse

                G han ap ny theek kaha profit ko maintain rakhna thora mushkil hpta hy uski reason ye hoti hy k jb kisi trader ko profit hota hy to woh laalach mein aa jata hy aur ziada profit k chakkar mein parr jata hy jiska usy kisi na kisi din nuqsaan uthana parrta hy
                • #2183 Collapse

                  Ge profit maintain arkham mushkil zarur hai q k market k up down honey ka pta ni chalta aor ap ka profit maintain ni rah sukta asi vjha sy forex mn profit maintain rakhna mushkil hota hai
                   
                  • #2184 Collapse

                    Dosto profit banana itna asan nh hy es k liye bht mehnat krni parti hy bht kch seekhna parta hy pr es ka ye bhe mtlb nh k ap profit bna hi nh sakty agar sahe kam kren gy tou profit bhe a jae ga
                     
                    • #2185 Collapse

                      Bhia g Agar Hum money Ko sahi Se Manage karain trading aor earning par dihan dain to hum peso ko mantain karna utna easy ho jata hai jitna us ko manage karna......
                      • #2186 Collapse

                        Asal main zayda masla is liye hota hai mantaing ka k apko aik trade main profit hota hai likin apko naya trade bina samjhe planning kie laga dete hain aur ap loss main chale jate hain is liye profit k baad phir se planing karni chaye
                        • #2187 Collapse

                          Han bhai learn kr lety hain lkn maintain rakhna mushkil hy kyo k zayada laluch k chakar me loss kr jaty hain
                           
                          • #2188 Collapse

                            Ye baat apny bohat achi ki aksar traders market main kam krty hoy profit to bohat asanj sy bna laity hain laikin pbr usko maintain nahi rkh paty jis ki wja dy unka profit loss main chala jata hau
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #2189 Collapse

                              Aap Ki Baat Sahi Hai yahan par profit Hum Bana to Lete Hain Magar usko maintain nahi kar paate aur ek hi galat decision Se Apna Sara profit v loose kar lete hain aur Apna capital be close kar lete hain isliye Apne profit ko maintain karne ki koshish Kare Aap Jo Bhi profit earned karwaya hai woh aapka capital hota hai isliye capital ko Hamesha save karne ki koshish Karte Rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2190 Collapse

                                g bhai ya bat ap na thek kahe hai kah ham profit ban alata hain laqen us ko long term tak apna sath ni rakh skta hiain mein ya smjhta hun kah is ke waja yahe hai kah hamin money mangemnt ka pata ni hota hai jab hamin is ke smjh ajya ge tab hum is mein kabhe loss ni karin ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X