profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    Forex trading mai traders kay sath yeh aik common sa masla hota hai . new traders ko trading mai profit earning mai masla hota hai , jab kay jo traders thoray experienced ho jaty hain woh profit tu earn kar laite hain lakin apny profit ko maintain nai rakh patay hain , iss ke main reason mairay khayal say yeh hai ke woh trading tu achi kar rahy hoty hain lakin in ke money management ziada achi nai hoti hai aur iss ke waja say in ko loss ho jata hai .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      Aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai profit too ban jaiy ga laikn us ka use bhut hatiyat say krna hai low margin say high margin ke taraf jana hai her kam krain too a hee jaita hai practice..........
         
      • #2223 Collapse

        Ap na theek kaha, forex trading mein profit earn karna ziyada mushkil nahi ha lekin profit ki waja se over trading ko control karna mushkil ha jo kay losses ki sab se bari waja ha.
        • #2224 Collapse

          agar hum forex market main profit bna kar trading karn chahty hay to eskay liey humay esmain theak sy money management karna chahiey kyun keh money management karnay main he humay faida hota hay aur esmain trading ko sahi say learn kar kay run karnay main bohat faiday hoty hay aur hum esmain kamyab bhi ho sakty hay
          • #2225 Collapse

            Forex trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin mostly dekha jata hai k jb b trader ko profit hota hai to wo thora easy ho jata hai ya phir greedy.Hmesha trading krnay say phlay trader ko apni profit or loss ratio ko zroor calculate kr lena chahiye or 1 target done kr lenay k bad hi trading krni chahiye.
            • #2226 Collapse

              g han aksar trader aisy hain jo k profit to acha earn kr laity but us ko zaida sy zaida krny k liye greed mai aa jaty hain jis ki wja sy wo apny mojoda profit ko loss mai tbdeel kr laity hain. so be careful ,,,
              • #2227 Collapse

                Exactly! I m agree with you dear. Aksar hmaray sath hota ha hum aik week effort kr k profit earn krtay hain lekin phir aik din ya ghantay main sara profit loss main convert ho jata ha. So hmain soch smajh k trade lgani chaheay.
                • #2228 Collapse

                  Aslam o alikoum dear brother aap ki bat bikul teak hai forex trading main hum profit too teak thaak bana laity hain laikn phr us ka use teak say nhe kr paty ess laiy sab dost ess bat ke janib bhe tawaja dainyy ............
                     
                  • #2229 Collapse

                    agar hum market say profit earn kar rahy hay to humay chahiey keh es profit ratio ko maintain rakh kar trading karnay main he faida hota hay ye aik bohat acha business hay aur es business main humari earning tab he achi ho sakti hay jab es business ko seekh kar run karen gay aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #2230 Collapse

                      Bhai ap ny thiek kaha hai k forex trading krty hoy ap profit jld earn kr sukty hain lakin as profit ko maintain rakhna waqy mushkil hai q k jb hamen aik dafa profit ata hai tu ham lot size ko ziada kr laity hain ya bagair market anylises key trade laga laity jis ki vjha sy hamen loss ho jta hai aor profit bhe jo earn keya hota hai loss ho jta hai as liay knowledge aor experience sy lot lagain aor ap ny profit ko maintain rakhna chahy
                       
                      • #2231 Collapse

                        Yahan forex may ap loog apna profit itni asaani k sath nahi bana skty han agar ban jaye tu ap is ko yahan say maintaon b nahi rakh skty han kabi b ap ko loss ka samna ho skta ha yahan say ap ko
                         
                        • #2232 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
                          agar hum market say profit earn kar rahy hay to humay chahiey keh es profit ratio ko maintain rakh kar trading karnay main he faida hota hay ye aik bohat acha business hay aur es business main humari earning tab he achi ho sakti hay jab es business ko seekh kar run karen gay aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen
                          ge han trading mein boht faida hota he aur hm boht acha profit apne trading se hasil krte rhte hien aur hmein chahe keh hm apne trading mein ache earning krein aur apne trading ke lie khob mhnt krein aur apne trading mein bhtreen planing set krein aur apne trading mein sahih tareeqe aur jo ache tools hien woh istemal krein aur apne trading mein success hasil krein
                             
                          • #2233 Collapse

                            market main agr kam karna hay to is main apni jga or profit ko main tain karny kay liye is main kafi mehnat karna hoti hay jis say market main kam karna best ho sakta hay low risk main trade karty hain to aysa hota hay kay humain loss tb hota hay jab humain market main kam karna hay to practice say ana hota hay hard work karna ho ga
                            • #2234 Collapse

                              hum agr profit bnana chahty hay market main to humay forex trading ko seekhna chahiey kyun keh esko seekh kar kam karnay main he faida hota hay humay chahiey keh esmain dil lga kar focus karen kyun keh sahi sy focus karnay main he faida hota hay tab he hum esmain kamyab ho sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                humain trade main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say ana ho ga is main boht say log kam karty hain ta kay market mainn kam karn kafi helpfull ho sakti hay magr humain is ko maintain karna hota hay humain profit ko bana hay to hard work kar kay achy say ana ho ga ta kay market ko use karna kafi best ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X