Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    I think indicators are not very important on forex market and indicator is a supporting hand while trading but the decision is make through the trade.the indicator help to realize the market condition and the market trend.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      indicatore hamayn koch ideas day datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banati ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batati hay
      • #993 Collapse

        indicators boht zyada useful hota hain traders k liye aur ye humko boht kuch acha kaam kerna sikhta hain mostly traders apna zyada ter kaam indicators se he kerta hain aur unko boht help milti hy.,.
        • #994 Collapse

          indicator issal main market kay ander kaam kar rahay hoatay hain jis ki wajah say un ko iss trading kay baray main idea ho jaata hay keh aagay kia hoanay wala hay iss leay un ka idea takreeban darust ho he jaata hay laikin phir bhe hum un pay 100% trust nhe kar saktay hain
          • #995 Collapse

            Aksar log indicators ko use kartey hain aur kuch nahi bhi use kartey. Jab bhi aap trading karain market ko achi tarah judge karain, is key elawa stop loss aur take profit zaroor use karain, is sey aap ziada loss sey bachay reh saktey hain. Loss sey bachney key leye hamain chaheye keh hum small volum ki lots lagayen aur ziada profit ka lalach na karain. Profit aur loss ka aik target set karain keh hum ney kitna profit lena hy aur kitna loss bardasht karna hy.
            • #996 Collapse

              indecater ke madad se hum ko andaza ho jata ha k market ke position kea ha pehlay kece thee or ab kece ha jes se trade krnay me aasane hote ha .
              • #997 Collapse

                in my openion k indecator hamain kafi had tak giude kerty hien k market kis taraf jy gi q k ager es tarah hum theek tarah sy trade lagany k qabil ho jaty hien or earnng ker lety hien
                 
                • #998 Collapse

                  Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai .
                  • #999 Collapse

                    g hai kabhi kabhar tu indicators humay lost bi karwa deetay hai is liay hi apko chaiy kay ap is ko dddekh kay hi manange karay aur bohat hi zayadah kay hisanb say is pe rsik ko na hi lat tu acha ho ga
                    • #1000 Collapse

                      Forex tarding aik bahot acha business ah hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka pasia dtaa ha
                       
                      • #1001 Collapse

                        bhai indicators apki help k liye hoty hain apki choice ka indicator use k usko analyze karna apka kam ha ab ye ap pe ha k ap usko kese analze karty hoo esa to nae ho sakta na k indicator apko hud e profit kra dain har trade me is liye ye ap pe depend karta ha kis tarh ap help leny ho in indicators se
                        • #1002 Collapse

                          is se hame madad milti hai but ye only advice dete hain karna app ne hota hai k is mein app buy karein ye sell karrein ge is lye app ko kud trading ani chahiye is se app ko hi faida ho ga .................
                          • #1003 Collapse

                            dear indicators hmen nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hn is liya hmen khud bi analysis krna hota hia
                            • #1004 Collapse

                              Han bilkul ap loss se bach skte ho bhai yehi to bht important hai isi se to marketing ham krte hain i mean trading graph are very very important in forex software it gives you help a lot
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                indicatrs ko pehly smjhna parta hy or practice krna parti hy phr ye hmn loss sy bcha sakty hain. . .agr ap newbie ho or abi shuroo kia hy indicator pay kam tu pehly experience lo is ka phr istemaal b aa jaye ga k kaisy indicators loss sy bchaaty hain ya madedgaar sabit hoty hain. . . .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X