Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    Yes of course my dear friends forex trading market main indicators humin kafi had tak loss se bachate hain. forex main jo indicators use hote hain wo forex traders ko forex market ki movement ke bare main batate hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      g han indicators hum ko loss hony sy bachate hay or hum ko gide bhi karty hy is leya forex my indicators bhot lazmi hoty hy or profit
      • #1008 Collapse

        indicators bhai jaan humay jo forex trading mai techincal analysis karte hai darasal indicators wo humay provide karte hai is mai ap indicators say bhot kam help le sakte hai kiu k indicators ka kaam market ko indicates karne ka hota hai per apko idia tw khud say he lgana chaiey hota hai trading mai
        • #1009 Collapse

          mery khyal main forex trading main indicators ke help say hum loss say bach sakty hain, or acha profit hasil kar skty hain or success hail kar skty hain, lykin hamin is par ziada tr totally isi pay depend nai hona chahiye
          • #1010 Collapse

            indicator kuch help tu krte hain hamein trade krne mein k kis waqt kis pr trade lagaein tu hamein profit dey sakti hai pr mujhe jo theek lagta ha aur aap achi trha iss ko samj ker good trading ekr ek loss se bach sakt e han
            • #1011 Collapse

              g bhai indicators forex mein hamko analysis karne mein madad dete hain,aur asal art ye ahi ke ap in indicators ko theek se use karen aur in se ek bohat hi zabrdast analysis karke ap inko forex mein istemal karke apne liye profit banayen.
              • #1012 Collapse

                ji han kabhi kabhi bacha lete hain lekin indicators hamesha aap ke kam nhi aty hain aap ko is me loss se bachne ke lye bohat soch smajh kar kam karna parta hai indicators aap ko har bar sahi trend ka nahi batate hain khud bhi ap ko analysis karne perte hain .
                • #1013 Collapse

                  nahi huemn indicator ka use bilukl bhi nahi kerna chaeya ya profit kay bajae apko lsos mai hakel dete hen adn ap achii eanrign nahi kerpate hou finally loss houjata hay apka
                  • #1014 Collapse

                    dear g han baz log trading indicators ki badolat kerty hain kyunki unki prediction theek hoti hain lakin indicators k according hamesha bhe trade nhi kiya ja skta kyunki akser in indicators k analysis galat bhe hoty hain
                    • #1015 Collapse

                      g bilkul wo hamen lose se bachate hain almost every time indicators k andaze theek hote hain is liye ap indicators per bhrosa kar sakte hain or wo ap ko lose se bacha len ge muje to yahi lagta hai.
                      • #1016 Collapse

                        indicators hamein loss se bachate hain or hamein indicators se pta chalta rehta hai k market up jaye ge ya down to hum us k mutabiq trade lgate hain or nuqsan se bach jaty hain
                        • #1017 Collapse

                          jee bilkul, indicators hmain loss sy bachatay hain. forex mai market analysis krna bohat zaroori hy isi liye zaroori hy k hum har waqt market ko study krain. market ko study krnay mai indicators hmari bohat help krtay hain. isi liye indicators bohat zaroori cheez hain
                          • #1018 Collapse

                            loss se to ni bachaty mgr indicators pe thora bht depend kar k ap trade karr sakty han mgr us main ap ne khud b mehnat karni hoti ha srf indicator pe inesar kar k ap apni trade na lagahiya karain ...
                            • #1019 Collapse

                              sallam bhai ap ne kaha kay indicator hmhen loss say bcha sakty hain according to me brother indicatro sirf hmhen market ki thori bahut movement kaa btaty hain thori bahut hmhen help dety hain mrey khyal se indicator hmhen loss se ni bcha han hedge kar k hm loss ko recover kar sakty hain je
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                we start from now friends let her get used to it , At the start of the current starters and enjoy while being professional. when it disipin in money mamagement, future strategy must also be consistent profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X