Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    kabhy kabhy ye hmiem loss se bacahty bee hain or kabhy kabhy hmiem loss ki taraf lee bee jaty ahin par yee pa k apne skills hoty hain jo apko save karty hain loss se
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      ha g jnab,,lekin is mai shai trha say nahi pata hay k ye baat such bhi hay ya nahi janb,,is mai weasy bhi loss ho hi skata hay janb,,it is my thinking on it janb,,ok
      • #858 Collapse

        I think k ya sahi bhi hai k indicator hummy Loss say bhi bachata hai , or ya hum Kuch Idea bhi Deta hai k hummy Is time kia Trade lagani chaiya, ya trading main kafi help karta hai hummari ......
        I Neend Good friends............ :confused:
        • #859 Collapse

          g bhi indicator hum ko loss se bachaty hain indicator be bahot madat daty hain forex tarding main hum ko in par kam be karna cye in se bahot fada hota hai
          • #860 Collapse

            indicators aap ko loss se nai bachaty but aap ko help zaror krty hen money manage krne k liye men aap ko ek achy indicator ka name bata dn jo profitable ho ga aap k liye insha allah...binarycomodo...
            • #861 Collapse

              if you are new in this Forex trading and hove bit information about this market,then you must do practice of trading on demo account,then you see that the indicators are very helpful for predicting the current market trend of Forex market.
              • #862 Collapse

                g nhi janab , indicator hmmyn loss sey nhi bacahaa sakwata, mere bahi forex ek world wide market hi , yahaa kisisi bhi time kuch bhi ho saktaa hi ,ager ap news ko follow karo gye to ap ko kaam loss ho ga.
                • #863 Collapse

                  g han agr hum is forum main kam karty hay to humain agr loss say bachna hay aur agr acha profit hasil karna hay to humain sabr say kam karna chaiy agr hum is forex forum main insicoter ka istamal karty hay to hum loss say bach kar acha earn kar sakty hay aur bina loss k acha earn kar sakty hay........
                  • #864 Collapse

                    han ye indicator hum ko loss se bacha sakty hen and lekin hum ko is ko sahi se study kerna aana chahiye tab hi hum in k zariye loss se bach saktyhne or achi kamai ker sakty hen
                    • #865 Collapse

                      Han bhaei agar hum ankhin khool k trading karin to ye indicators humin market ki movement ka aik acha andaza deite hin aur hum en indicators se kafi kuch earn bhi kar sakte hin. market har waqat movement min rehti he es lei humare lei earning ka moqa har waqat hi milta he hum en indicators se kaam le kar kafi earning kar sakte hin.
                      • #866 Collapse

                        je bhai je forex trading mein indicators loss say bachnay mein kafi madad gar hotay hein indicator say hum ko market kay trend kay baray mein ptta chalta hay aur trading mein andaza ho jata hay k hum buy karien ya sell
                        • #867 Collapse

                          ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin forex trading me indicator bohat achi cheez hy jis se hamen market ka kafi andaza bhi ho jata hy kay ab market kiss taraf ajegi or es se ham losss se bach bhi sakty hen...
                          • #868 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                            Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.




                            mare yer hum ko abi real trading ka experience abi tak ni ha but yer hum ko khudo se hi trading karani chay na ky hum indicators karey but indicator bi use full hon ghay in forex trading business .
                            • #869 Collapse

                              Apki baat kuch had tak theak hay wo es trha keh jab bhi hum koi indicators use karty hay to jab tak unki setting theak say na ki jaye tab tak wo sahi result nahi daity so humay chahiey keh unko sahi say confogure karna bhi seekhay ta keh acha result lay saky ensay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                haa je khuc had thak ap theak hai ky indicators ap ko loss sy bacte hai ye ab ap per hai ky ap katna forex main work kerte ho but muje lagta hai ky indicator acha ho tu us ka fiyda ha noqsan nahe hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X