Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Indicators are very important component for forex trader because with the right indicator you can achieve success at all time although there are no 100% indicator but with a combination of some very good indicator we can achieve success and reduce our loss
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      greed na karna, pehle learn karna , phirr skill full hona, trading softwares ki know how lena, experience hasil krna , phr market ka daily trend check krna market ki ups and downs ko study kran , factors ko dekhna jin ki waja se profit ya loss h skta wgera wgera
      • #873 Collapse

        Indicator sirf Hamain Hints deta Han. Or Hints Baz oqat sahe Hota Han or Baz oqat Galat. Ic lia Hamain indicators par fully bharosa nahi karna chahyea. Bs deakhna sab ko chahyea or karna wohe chahyea jo dill ko acha laga. Profit or loss part of life. Ic lia Hamain profit or loss c Hat kar seakhna ke tarf zyda tawajo deni chahyea or aik acha trader ban saka.
        • #874 Collapse

          yes dear trding main indicators ki bohat zayda importance hain aghar traders is ko samaj jateyhain to wo trading main acha profit bana saktey hain is lia in ki kafi importance hain
          • #875 Collapse

            Indicator k zarye hame ye pata lagta he k market ka trend kya ja raha he or trend ko follow karna hi mushkil hota he
            • #876 Collapse

              nahi bhai jan sirf indicator aap ko loss se nahi bacha skta indicaator ka maqsad hota hai aap ko btana k market kiss taraf ja rahi hai agey work to aap ko karna hota hai aghar aap low lot size k sath work karo to aap loss se bachey raho gey warna aghar aap work big lot size se karo gey to aap ko loss to ho hi jana hai to sirf low lot size se work karo aur earning karo market main.
              • #877 Collapse

                Mery khyal main indicators humay market kay bary main btaty hay keh market konsi side ko move kar sakti ha aur market ka trend konsa chal raha hay so hum us hesab say trade karty hay.
                • #878 Collapse

                  dear indicator ap ko loss se nahi bachta bulke indicator sirf ap ko market ke bare mai ides deta hai take ap market mai buy or sell ka decision le sako ya ab ap par depend karta hai ke ap indicator ko kese use karte ho ........
                  • #879 Collapse

                    is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai pr trade lagaein tu hamein profit dey sakti hai pr mujhe jo theek lagta hai main tu wohi krti hoon.
                    • #880 Collapse

                      meray bhai indacator zarori nahi ke hundred percent ap ko save karein but ye zaror hai ke ap ko un se kuch idea zaror ho jata hai ke markeet kis traf flow karey gi.us ke sath ap news ko be read karein to ziada best hai.
                      • #881 Collapse

                        right dear brother forext trading amy indicator most important hai agar us ko sahi say use karo gay brother agar sahi say use nahi karo gay tu may b ap success ho sako brother agar success hona hai tu must learning karni ho gi indicators ki b tu hi ap ko loss say bacha sakti hai
                        • #882 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                          Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                          dear bro Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai ............!!!!!!!!!!!!!!!
                          • #883 Collapse

                            brother wasy mn ny b asa hi sonna ha par abhi mn b is bary mn zyda nhi janta kh ya kasy kam karty hn or kasy aply karty hn wasy ager asa ha to kafi fida ho sakta ha
                            • #884 Collapse

                              ha forex market me agar aapko loss se bachana hai to aapko indicator ka sahi use karna hoga aur agar aap indicator ka sahi use karte hai to hi aapko forex me success milta haiaur aapko loss se bacha ja sakta hai ye kam wese to bahut hi hard hota hai ki aap indicator ka sahi use kare to hi loss na hih ot hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                My dear brother forex trading me indicator ma use mrna bahot bee zarori hai agar hum sahi waqt pr sahI tareeke se indicator ka use karenge to hame forex me bahot ziada earni g melega. Leken hame chahiye ke hum sab se pehle indicator ko sahi tara se use krna seeke.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X