Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    amm yeah Indicators humen loss se bachaten hain , hame indicators pe dehan denaw chahiye , mager ye bhi hai ke bilkul hi awb indicators pe bharosaw nahin kar lenaw chahiye ;)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      no dear Indicator hamay loss say her bar nhi bachata.Indicator hamay sirf guide karta hai.Some time indicator hamay mis guide karta hai.Indicator always true nhi hoty.Hamay apni eik stretagy bana kar trade open karna chahye
      • #903 Collapse

        Dear Brother! main aap ki baat ko agree karta hun. Forex trading main use honay waly indicators humain loss honay say bacahty hain. Forex main indicators trading main bohat help karwaty hain.
        • #904 Collapse

          market ki up down k bare mai pata chalta hai aur app is market ki bare mai analysis karke achi profit kar sakte hai so indicator is very healp full for forex tread business .. indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai
          • #905 Collapse

            ap kay pass ager indicator use karney ka theek knowledge or experience hoga to ap ko indicator loss say bach sakta hai or profit earn kara sakta hai indicator say hum bilkul loss say bach saktey hai main khud indicator ko follow karta hoon or earning karta hoon
            • #906 Collapse

              assalam,o,alaikum my dear brother mujhe nahi lgta hai k indicators hmen loss se bacha skta hai kbhi indicator red hote hain to kabhi green red loss green profit
              • #907 Collapse

                main ne abi tak indicators use nai kiye lakin mere khyal k mutabik indicators hum ko kisi had tak un chezon k bare main agah zaror kar dete hain jin se hum ko loss hone ja raha ho or in ki madad se hum loss se bach sakte hain
                • #908 Collapse

                  g bhai jan ap ny thk question kiya hai humy indicator use krna chahy kun k hum is trha bht say loss say bach skty hain hor humara experince jb ho jay to beshak ap na use krain
                  {...ALONE....} :cool: BUTT HAPPY..
                  • #909 Collapse

                    Indicators humin market ki movement ka batate hin aur hum agar es business ko soch samjh akr karte hin to humari malomat aur humari information humesha es business min kamyabi deite hin aur ye indicatos waqaei humin loss se bacha deite hin.
                    • #910 Collapse

                      haan bhai gee indicators trading mein humari buhat mdad gar hota hay un kay ko dekhnay say hi humein jo order lagata hain un mein loss kam hota hay agar hum indicators k achi tarha samjh lein tuo good profit bena loss kay earn kar saktay hain.
                      • #911 Collapse

                        G han agar wo indecators bilkul correct hen to wo zaror apko loss se bachatay hen wo is sence ma kay jab ap kisi trade per trading ker rahe hotay ho to indicators ap ko bata'tay hen kay apki trade profit ma ja rahi ya loss ma is se hum pher loss se bach skte hen
                        • #912 Collapse

                          market rrend ko janne ke liye indicators kafi helpfull hote hain is ki madad se se market ke sell ya buy ka andaza ho jata hai.is se kafi had tak loss se bacha ja sakta hai.indicator may be wrong sometimes ,is liye apna idea bhi hona chahiye.
                          • #913 Collapse

                            dear mujhy kafi time ho gya hai trade main.mane b indicators ko daikh k trade ki howi hai..but mujhy lgta hai indicators hmain just market k about thora diraction bta daity hain. loss sy bchny k liye indicators ki kafi nahi.
                            • #914 Collapse

                              Indicator humen 100 percent loss se nhi bachate humen indicator pe sirf 10% believe karna chaye baqi humen apni samajh or knowledge or experience k mutabiq trade karni chaye kun k indicator ko following karne se sometimes loss b hota hai forex men humen kafi sari cheezon ko focus karna parhta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                forex me zida tar jo hay indicator jo hay sucessfull hay hum ay los bachne me help full aur sucessful hay ye hum ko loss se bacha sakte hay relay i like indicator all khas tor p stop los aur move avrage best indicator hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X