Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    Ji han indicators ki waja say hamain kuch idea ho hi jata hai k trade kisi ja rae hai istrha hm apni trade ka rukh basal saktay hain lakin hamain idea toa zaroor laina chahye lakin kabhi BH 100 percent in pay rely NAE karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      han bhai jan indector wo cheez hay jo hum ko market upp and down kay karay mai batata hay or ya bhe batata hay hum ko trade kis per laganai hay buy per ya sell per indector bohat faida mand hay indector say ap ko merket level pata chal jata hay ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
      • #918 Collapse

        it is a clear fact that in forex all depends on your own learning and hard work rest every thing is for the sake of your help and guidelines. same is the case with indicators. i use bollengerbands but it does not mean that it will save me from loss. if i become greedy then nothing can save me from loss. indicator can help you a lot if you learn all about them and use them with justice and expertise.
        • #919 Collapse

          dear indicator humein loss se nai bachata yeh sirf humein idea deta hai market ka k market kahan se kahan move ho sakti hai or woh b depend karta hai us indicator per jo kam k hain abi to market mein ap ko itne indicators milein gye jin ka hisab nai depend karta hai k acha kon sa hai
          • #920 Collapse

            mere khyal mai hame manual trade karni chaye hai .. kun k mujhe iss k bary mai itn anaipta hai mai iss k bary mai abi reading kar sakt ahun ye acha busienss hai jis maham kar saktyhain
            • #921 Collapse

              assalam o alaikum g bhai jan indicators humen loss hone se buhat hi bacha sakte hain q k ye jab hum currency bying ya seeling karte hain tab humare kam ate hain
              • #922 Collapse

                indicators basically aik tools hoty hain jo market main supports and resistances kay point ko chekc kar kay market ka aik common openion bnaty hain aur in ka traders ko bohat zayda faida hota hay aur in ko market momentum ka andaza ho jata hay to trade open karny main kafi asani ho jati hay
                • #923 Collapse

                  jee esa ho sakta hai ke indecator hamy traidng me help karty hai mgr un ko b pehly seekhna parta hai ke ye kesy kam karty hai our kesy ham isy use kar skaty hai
                  • #924 Collapse

                    abhi is main new hon aor indicators boht achy hoty hian aor in ki help sy trader bhtr market ka trend laty hian aor is main jb bhtr kam krny ki koshish krty hain to woh asaani say is main profit bna laty hian aor loss say bach jatay hain to indicators achy hain
                    • #925 Collapse

                      Mery khyal main indicators humay market kay bary main btaty hay keh market ka konsa trend chal raha hay aur agar hum market kay usi trend ko follow karty huway trading karen gay to hum bohat acha profit earn kar sakty hay so humay trend main he rehna chahiey.
                      • #926 Collapse

                        Yes, of course there are many indicators that indicators tell us of the loss to save, Forex for the purchase or sale of currency pairs, Forex is no indicator in the work, we are working on the next, lucky, earn only a few dealers this way.
                        • #927 Collapse

                          g hain g forex aik bhut cah kam shisn simahum ko bhut exeprinc hahsal hotu haisn siamhum ko bhut loss ebhotu hainsismain hum ko eanringahsal hotuhaisn simain hum ko bhut abnufit be hotuhaisn
                          • #928 Collapse

                            bohat se trader indicators pe trade krty hai aur dosro ko kehty hai k indicator ham ko loss se bachaty hai tu yeh galat baat hai forex trading main indicator loss se nahi bachaty hai balke ulta loss karwaty hai is lie dosto kab b indicators pe trade na karo wrna ap ko bohat loss ho ga aur ap bohat dishot ho jao gay
                            • #929 Collapse

                              ya hundrad % nai hota han is lya ya sahi kam nai karta han or in k lgana sa b loss ho hi jata ha or ya loss ko thora sa kam kar data han or in sa kuch had tak thora sa fida ho ta ha is lya in ko thora dhyan sa istamal karana chahya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                g han bhai jan forex trading business men trading men loss sy apny ap ko save rakhny ky liy indicators ko use krna bopht zarori hen indicators ki helo sy hi hamen forex trading market ky trend ka pta chalta hy bagher indicator use kiy hum forex men loss sy nahi bch sakt

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X