Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    indicator aik hint hai jo k ap ko market k rise or fall k bary mein btata hai agar ap indactor ko observe krty ho to mtlb ap forex k bary mein seek rhy ho or jab ap seekh jaty ho to ap forex mein boht achi income hasil kr skty ho or is mein mazeed izafa b ho skta hai is mein income constant nhi apki mehnat pay depend krti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      Dear koi b indicator life time apko loss se nahi bacha sakti balke aksar loss he deti hain agar apne forex main intrested hain to learning strong karen apni jtni apki learning strong hogi utna he acha profit hasil kar sakenge ap aur start main new new method demo pe try karen agar demo pe acha result ae to phr real account main invest kar k trade karen aap
      • #1668 Collapse

        market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga tab hamain is forex main faida ho saky ga
        • #1669 Collapse

          g han dear indiactors hammari karfi achi tarha say help karti ha jesy k forex mein agar ap achy indicators ko use kar k acha work kareen to ap bohat he achi earning kar sakty hein lekin forex mein ap kamyab business earn kar sakty hein is liye agar achy indicators jesy k rsi or mcad bohat he achy indicators hein
          • #1670 Collapse

            is main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hii hum sucess ho sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main earning ho
            • #1671 Collapse

              is main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur hamain is k bary main information haisl kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga ta k earning ho
              • #1672 Collapse

                mery khyl sy bcahaty nhi loss krwaty hn aj kl market mn bht sy signls indicatrs hn koi sale krta hy koi apni web pr post krta hy koi kch krta hy lkn ye loss e krwty hn jb tk apko indctrs ky sat kch chzn add kr ky use nhi krty jb tk ye apko loss e krwyn gy is liy hmesha indctrs pr trust nhi krna chhy blky bs help ky liy do ten indictrs use krny chahy
                • #1673 Collapse

                  g han ye hamain market main hony wali movemnt k bary main btaty hain so hamain is k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hamain market main kamyabi hasil ho saky gi aur hamain is k bary main analyse karein gay ta k hamain earn ho saky gi
                  • #1674 Collapse

                    Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                    forex mai hum indicators hamy loss sy bacaty hain lakin hamy in par pure traha itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga
                    • #1675 Collapse

                      Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                      g han indicators hamy loss sy bacaty hain lakin hamy in par he depend nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik online business hain hum is mai live trading karty hain lakin agar hum bager learning ky is mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota yai aik legal business hain
                      • #1676 Collapse

                        Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                        indicators forex man traders ku profit ka indication dyty han loss say bechana indicator ka kaam nae ha. forex man bhuut say indicators han ju traders ku profit dilwa sakty han laikin loss say bechny k liye trader ku experience chahye.
                        • #1677 Collapse

                          Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                          market main enter hony say pahly is k bary main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur is forex main indicator market main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main rules ko mind main rakhna ho ga ta k loss kam ho saky ga
                          • #1678 Collapse

                            Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                            ji bilkul forex tradinge mein indicators humen loss hone se bacjhata hai iski madad se hum forex markite ke bare mein malomat hasil kar sakte hain ke is par ab hum ko buy karna hai ya sell karna hai or iski madad se hum loss se bach sakte hain
                            • #1679 Collapse

                              Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                              Sometime indicater hum ko loss sa save krty hain,, but not always kun indicater market Ka next move os waqat predication krty him,, jb market move Ke chuke hoti hy,, before move predict buth km indicater daty hin,, so sometime loss sa save krty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                Re: Kia Indicators hume loss se bachate hai

                                indocator ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main kamyab ho sakty hain ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur markt main trned ko use kar k hi hum real main run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X