Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    forex trading me zyada aise log hite hai jo nuqsan uthate hai jin ko aik bar faida ho aur dosri bar wo greed ker k markit ko dekhe baghir hi paisa laga dete hai .in ko akser nuqsan ho jata hai is lye greed ko avoid ker k kamyabi ki taraf jain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      meray kahyal sey forex trading mey greed ki koi zarurat hee nahi parhti hey jab aap pro trader hey or greed aik boht buri cheez hey agar aap pro trader bi hey or aap greed karey gey thab aap ko bi loss hee hoga greed sey bachney key lye behter ye hey key aap ki jaisey hee daily limit puri ho key market sey nikal jana hee behteh hey
      • #198 Collapse

        this is a really hard work to remove greedy mind but we have to need this to remove greedy mind if you want to make good by the forex trade then you have to need remove it and i think this is the best one for make good and by the long time you will be do best
         
        • #199 Collapse

          g haan agar hum apne aap se greed ko khatam karden to hum forex apna future bright kar sakte hain wese bhi forex mein zeyada tar wohi log set hain jo sabar se kaam lete hain aur slow slow profit banate hain
           
          • #200 Collapse

            dost meray khyal main forex bussiness main zaida tat logon ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha jo kay achay achay trader ko kisi kam ka nahi chorti aur achay bahlay log iss ki waja say apna sahra bissiness taba kar laytay hain agar admi forex bussiness main lalich pe qaboo pah lay tu uss ki kamyabi ko koi nahi rook sakta
             
            • #201 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
              my dear friend mere khayl moa forex trading business main ziada ter logon ke zehan main lalach bht hota hai jo thik
              nhi hota q ap ne suna hoga k lalach aik buri bhala hai aur lalach jis kam main ho tu us main hamaesha nuksan hota hai
              lihaza jis kam ko karo tu lalach na ho us main dost
              • #202 Collapse

                haan bikul ku ke greed se hume siwa loss ke kuch nhi milta or hume forex trade markit mean best karne kelye ese bilkul khatam karna chye or sath sath choti choti galti ko bhi avoid karna chye ye humrlye acha hai or humre businiss kelye bhi...
                • #203 Collapse

                  g ap gb lalac ko chore kar kund achi se sounch kar tarding karo gy to ap ko zarore fayd ho gy or ap ko eraning be achi ho gy ap ko tarding ma lalach ko bilkul khnatemn karna ho gy ya bhot zarore hain.
                  • #204 Collapse

                    bohat he achi soch hay maray dost greed say buchna he zarori hay janab je ku kay yea nuksan he pohanchata hay nuksan say bachnay kay leya insan ko greed ko khatum karna he parta hay janab je .is say bachnay kay leya maray dost sabar ka rasta apnana chaheya
                     
                    • #205 Collapse

                      jee bikul lalach nahi kerne chaiye agar apko 3 5$ gain hojaye per trade per tou aur wait nahi kerhe ke apko isse zayada profit hoga.trade se exit kerde aur chart dekhte rahe aur agar apko lagta hai ke app trade karengay aur faida hoga tou phir se karen
                      • #206 Collapse

                        g bilkul agar hum apne andar se lalach ko khatam karden to hum forex mein establish ho sakte hain aur apna future bana sakte hain forex mein hamesha humara lalach hi humare loss ka sabab banta hai
                           
                        • #207 Collapse

                          yes you can go the best trading when you will avoid greed. i think that greed is the thing where you can't earn money if you will greed in the forex market. forex market will not let you earn with greed
                          • #208 Collapse

                            Jaya ja sakta he achi trading ki taraf magar shurt ye he kay ap ko greed se avoid karna hoga, agar ap avoid nai karty or pher bhi achi trading chahty hein to ye pher possible nai he, achi or profit wali trades sirf greed se avoid kar k hi ki ja sakti hein.
                             
                            • #209 Collapse

                              main ap se itfaq kerta hon agar ap aik acha trader bana chete hain to ap ko cheye ke ap trading main greed fear and emotions ko control kero then hi ap iss main kamyabi hasil ker sakte ho iss lye trading main kamyabi ko learning se tabeer kya jata hi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ap jo bhi kam karty ho agr ap es ma greed karty hai to hamesha hi apko losss hota hai or greed karny waly log kabhi suuccess nhi hoty hai or apko esa nhi karn chaye apko sabar sy kam akrna best hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X