Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex market main greedy bohat he achi cheez hey is liay greedy say bachna he chaheay kiu k greedy karny say hum ko final loss he milta hey starting main to profit he gain hota hey lakin is ka end bura hota hey..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      je han greed ko avoid karkay humay achi trading ki taraf jana chaiye humay wo trading karni chiaye jis mei greed na ho patience ho aur koi bhi risk na ho bas forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear
      • #168 Collapse

        g hna bilkul apne ye bat thk kahi hai me bhee apki bat se agree karti hon ke greeed avoid kar ke hee hmmm achi usinees kar sakte hain agar greed ko sath sath rakhenge to hamra kam nhe ho payga and phr loss ke taraf jane wali bat hai..
         
        • #169 Collapse

          yes agar app log forex trading main lalach ko katam kari tu hum ko logo ko forex trading main khabe be loss nahee hogha or agar hum forex trading main lalach karigy tu hum ko is main loss he loss hogha tu app ko chauyee app is main greed ko katam kari .or apni emotion ko be control kari tu is main app log ek acha profit earn kar sakty ho
             
          • #170 Collapse

            is m koi shak nai k greed ko avoid krna chaiy kyonk lalach s aap profit k bijay loss kama skty ha, thora thora bhot k formula pe aaml kr k zada s zada profit banaya ja skta ha
            • #171 Collapse

              Well, aap ny thek kaha akr traders aysa krty hain or es ma sara qasor aap ka apna huta hy q k aap over confidence ma aa kr apni mistakes ko bhol jaty hain or wo he mistakes karty hain jin sy bachna chahy. or ye wajha huti hy k buht jald market sy bahr hujaty hain.
              • #172 Collapse

                lalach kar kay aik trader kitana kama lay ga bohat kam hi kuch kay lalch kabhi na kabhi app ko nuksan say dochar zaroor karti hai baghaire lalach kay trade ki jayay full knowledge kay saat tu kabhi bhi nakami ka samna nahi karna parhay ga
                 
                • #173 Collapse

                  right brother kafi question hai yeh our achi information hai yeh our may nay is ko kafi like kiya pa ki is information ko so thanks you brother ap nay kuch information shear ki yeh sub ko karna lamzi hai brothe
                   
                  • #174 Collapse

                    bhot achi baat ki hy ap ny yahn py i like it ap ny teek kaha hy kun ky jab tak hum greed nhe chorain gy hum achy trader nhe ban sakty han so iss lye plzz avoid greed.....
                    • #175 Collapse

                      Bilkul bhai is main koi shak nahin he keh agar hum forex main greedy ko avoid karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum forex main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur hum is main always successful hi rehtey hain.
                         
                      • #176 Collapse

                        bhi main to yeh sochta hoon keh lalich ki wajah se hm log trading krte hain nakami lalich ki wajah se nhi balkeh knowledge ki kami ki wajah se hoti he.demoo jitna ziada use krain ge utne achhe trader banain ge.
                        • #177 Collapse

                          Forex me work karna he to without greed ke work karna jaruri he usake baad hi hum forex me kamayab trader baan sakte he or behtar earning bhi prapt kar sakte he forex trading me experience prapt kar ke kam karna jaruri hai.
                          • #178 Collapse

                            greed ko avoid karna jitna bolne main acha lagta hay is ko chorna wotna hi mushkil hay jab bhi hum profit earn karte hain to phir ham lalchi ho jate hai aur dobara trade ki koshish karte hain aisa nahi karna chahye ye loss ki waja hoti hay
                            • #179 Collapse

                              g bikukl greed ko avoid kr ka he hm ache trding ki trf ja sakty hyn ,hm jtne greed krn ga hmy utna zaida loss ho ga kue ka forex bht risky businees ha is lye greed na krn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                we can avoid the greedy but we have to need control our greedy mind and this is the main cause for loss money so i want to make good by the forex trade but if you have greedy mind then you will be loss money your own nature
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X