Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    haan bro bilkul mera mana hai ke hume agar forex trade markit mean ache se kamiyabi ki taraf barna hai tu hum yahan apni greed ki bilkul control kar ke rkhna chye jse hum yahan kafi earn karkste hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      g trading ke lye acha hai ke lalach ko khud ke mind se nikal dena chahiye.agar successful trading krni hai to us ke lye better hai ke step by step success ki traf jana chahiye..lalach zyada tar loss ki wja banti hai.
      • #318 Collapse

        YAH u r right for a good trader we have too follow this rule... achi trader aur sucessful trading ke liye ye zaroori ha ke humhe apni greediness ko side per rakah kar be matlab aur begaire kisi ki llalch ke karna hoga
         
        • #319 Collapse

          yes sir is always right kiun ke bhot se log jab is main acha profit earn akrne lag jate hain to unmain greed ana shuru hojata hai aur woh over confidence ka shikar hojate hain jis ki wajase woh mulitple ya usi thread ko dobara open kardete hain jisse unka profit bhi loss main chala jata hai hamen chaye ke ziada profit earn karne ke chakar main apne confidence ko katam na karen aur disipline aur sabar o tahamul ke sath trading karen is tarah hum asani se trading main profit earn karsakte hain
          • #320 Collapse

            greed ap ke andar is waja se ati hai ya jo bi log trading kr rahe hai un ko pta hai market ap ko unlimited paise earning de sakhti hai aur har koi jaldi earn krna chahta hai lekin forex trading ka kam ek systematic way mein chal raha hai ap ko 10 chezo ko khayal rakhna hota hai sirf greed krne se ap trading nhn kr sakhte you must avoid greed during trading
            • #321 Collapse

              May yeh smjhta hun kay ager aap in sub dangerous elements say khud ko bahar nikalna chhtay hen tou sirf or sirf learning per concentrate kren kyn kay yeh he woh wahid rasta hay jo aap ko furnished trading ki taraf lay ker aaye ga or khas tour per aap ko ksii bhi la-luch may phansnay nahee day ga.
              • #322 Collapse

                Yes friends humey lalach nai karni chahiye or achi trading key throw apni earning ko barhana chahiye is sey ap ka capture bhi barhta hy or ap k dreams bhi complete hotey hy.
                • #323 Collapse

                  Greed factor app kee trading maturity koo khatam karta hai, agar aap ekk professional trader bana chahtee hain too phir aap fundamental aur technical analysis koo achi tarhn study karein ess see app ki achi knowledge ki waja see app apni greed koo kaam kar saktee hain
                  • #324 Collapse

                    this is the best thing that we are going to make the trading without the using of the greed and every time we are taking the work with the good analysis and the using of the experience is the better.
                    • #325 Collapse

                      G han ap ki baat bilkul drust hay apko chahyee keh greed ko trading mein avoid karin agar ap trading mein greed ko avoid kerty hain tu ap ko us ka bara faida yeh hota hay keh ap acha prfit earn kerty ho
                      • #326 Collapse

                        tes i m agree with you but u can make a good profit if u have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then u can make a lot of money from the forex trading market ...
                        • #327 Collapse

                          please don't do greed in trading because you can lose a big amount due to this .This is the problem of many people that they starts doing greed during trading.
                          • #328 Collapse

                            yes dear forex trading business me greed ki koi jaga nahin hay aur hum asani se greed ko avoid kar kay forex trading me success hasil kar sakte hain aur forex business me greed se hum bohat zayada loss kar sakte hain.
                               
                            • #329 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                              Yaar greed to aisi cheez hay bhai jo bohat mushkil say jaan chorti hay, jaha dekho greed he greed nazar ati hay market may, aur kyo na ho, itna paisa jo nazar ata hay market may, to greed to honi hi hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                hey friends i would like to say that every person has his own point of view of trading and the weak point which thou welcome them, its the most probably to that person happen with that who could be chase his target in daily routine or a weekly goals then they could be caught by the greediness which is the very harmful for each and every business either the trading or nor!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X