Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yes dear greed ko avoid kar kay hum achi trading kar sakte hain kyu kay jis business ya jis kam me bhi greed ah jae us kam me humesha loss hi hota hay kyu kay greed humesha nuqsan deta hay es liye agar hum greed par control kar sakte hain to hum asani se profit earn kar sakte hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes dear greed is the bad habbit in forex market we should avoid this kind of habbit but ek bat yeh bhe hai k is ko her ek trader ko face kerna perta hai sirf or sirf patience he hamein is say door rakh sakta hai is liye trading kerty waqt loss or profit ko mind mein rakhana chahye k jo situation ab hai wo hamesha waisi he nahi rahy gee
       
      • #153 Collapse

        ji han trading me greed hi aik aesi cheez ha jis se hamisha trader ka loss hota ha agr aap greed chorh ker treding kerain to aap kiearning bi berhay gi ore loss bi kum ho ga
        • #154 Collapse

          is karna tou bohat easy hai lekin is ko leave karna bohat hard hai aik tou ye bohat profitable business hai dosra ye leggal work hain or fruad ka koi chkkar nai hai.most people are trying to make great dream is the fact that they are working on. I hope they didn't get people accustomed to success continued even after receiving an excuse not to leave the currency loses......
          • #155 Collapse

            greed ko avoid kar k achi trading ki taraf hi jaya ja sakta hy is k bna to kisi tarah bhi achi trading ki taraf nahi jaya ja sakta hy to hum ko chahy k jab hum trading karty huy trade karen to greed ko avoid karen ta k aik limited profit ly k hum apni trade ko close kar den,ager hum greed ko use karty hen to loss bhi ho sakta hy.
            • #156 Collapse

              forex main ager hum greed se bach ker trade karein to hum boht acha work ker skte hain aur acha profit bhi earn ker skte hain forex main acha profit her koi earn ker skta hai
              • #157 Collapse

                yes dear me ap ki bat se itfaq karta hu greed aik aesa factor hay jo kisi bhi business me ah jae to phir success hasil karna bohat hi mushkil ho jata hay es liye agar hum greed ko chor kar knowledge aur skill ki tarf tawaja dain to asani se profit earn kar sakte hain.
                   
                • #158 Collapse

                  han agar hum forex main greedy ko avoid kartey hain to phir yeh hamarey liye bohot hi acha hota hey aur i think phir hum forex main kabhi bhi fail nahin ho skatey hain aur is main acha experience aur knwoeldge hasil karke achi trade kar saktey hain.
                     
                  • #159 Collapse

                    yes agar app forex trading main lalac ko chor tu yaqeenan forex trading main app ek achi trader ban sakty ho kiyoo agar app forex main lalach karty ho tu lalach khabe kisi be trader ni porofit ko earn nahee kia hain . buss sirf loss he logo ko howa hain .or forex trading main app logo ko apni amotion ko be cantrol karna hogha is main
                       
                    • #160 Collapse

                      dear jo bi person greedy karta ha Forex main forex us ki amount ko khaa jati hain greedy forex ka dhusman ha or ager ap greedy karo ga Forex main to ap apni money ko jaildhi lose kar do ga mara liay ap ka liya advice ha ka apna emotion ko control main rakho tarding karta huwa ager ap apna emotions ko control main rakho ga to achi tarhans a tarding kar sako ga ap .
                      • #161 Collapse

                        We should always try to avoid the greed in the forex trading for getting the success in the forex trading business, because greedy man always will fail and cannot gain and win the life and cannot be successful trader due to greed..
                        • #162 Collapse

                          g han bilukl apne bilkul sahi bat kahi hai i agreee with you ye to mera bhi khayal hai ke greed ko sath rakh kar kam nheee ho sakta then agar ap sath rakhte hain to phir ap kam nhe kar payenge apka loss hee hoga..
                           
                          • #163 Collapse

                            yes you right greed ko apni real trading sa dor rakhna caheia kue k es sa honye wala nuksan
                            humain bhot dair tak yad rahta hai per phir bhi apny ap ko acha trader banany k lia greed sa dor rahna zarori
                            hai
                            • #164 Collapse

                              Thanks for the nice advice. Greed is a so harmful enemy for every forex traders. we need to be careful about it. Because it can bring our bad luck. We have to control our greed. Happy trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex trading main agar app log greed ko chor dey tu sach kehta ho k app app log forex trading main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho or agar app forex trading main greed karty ho rahogy or app is main apni emotion ko be conrol nahee karogy tu app ko forex min app ko bohat he loss ho saktha hain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X