Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    greed insan ki fitrat sa taluk rhkti ha baz tym ya insan ko destroy kar deti ha jab ek buisness man ya trader ya labrour apna challenge ko easliy face kar ka apni requirement puri kar lata ha to us ma greed peda ho jati ha aur ya cheez trader ko noqsan deti ha aur ya trading skill par aser dalti ha is liya greed sa avoid karna cahyia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      brother aap thek keh rahe hai almost bohat se log trading me loose greed ki waja se he karte hai aur yeh main waja hai loss hone ki agar hum daily ek traget aur planning se kare to hum loss ko cover kar sakte hai aur achi trading be kar sakte hai
      • #828 Collapse

        jee han jaisaa k hum bachpan sey hi suntey arahey hain lalach buri balaa hai humhy lalach ko avoid karna chhaiyeh lalach sey kuch nahi milta kabhi bhi sirf nuqsan hi hota hai
         
        • #829 Collapse

          forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
          • #830 Collapse

            according to me i think it is an understood talk that greedy is a course ap achi trading us waqat kar saktin hain jb ap forex ko greediness kai bajy samaj kar kartin hain in other way we suffer a loss.i like this business.
            • #831 Collapse

              forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
              • #832 Collapse

                dear friend ap ki baat hundred percent sai hai ager hum apne personal style working ko side per hi rakhe to behtar hai q ke ager humn ne over confidence show kiya to humain hi loss hoga hai or hum apne sills ko low kar den ge is lie step by step chale ....
                • #833 Collapse

                  forex trading me he nahen balky kise be field me grade nehen karna chahey kion ke grade insan ko os ky aim sy hata dete hy is ley is sy avoide karna chahey or apne tamam cocentration apne aim par hone chahey
                  • #834 Collapse

                    meray khyaal say kisi bhi kam ki tabahi jab shuru ho jati hai jab us main greed ka element shamil ho jata hai ham agar greed ko apnay kam main say alag kar dain to hamain faida ho sakta hai nahi to nuksaan hi nuksaan hai
                     
                    • #835 Collapse

                      jee belkul greed ko a void karnewy se he ap achey trader ban saktey bohat se log jab profit ho jata hai aur ap apna target hasal kr letey ho phir bhe trading ko jari rakhtey hai aur jab loss ho jata hai to he to broker per dal detey hai ke wo sahi broker nahi hai.. jati hey so ager hum ic mai b laalch krety hyn tu nuksan hu sakta hy ku k lalach buri bala hy ic sey nuksan hu sakta hy
                      • #836 Collapse

                        greed ek buhat buri bemari hy jis jy aap khud bach sakty hain q k agar ye aap k andar a jay tu aap k andar over confidence develop ho jata hy phir aap har zarye sy pesy kamany ki sochty rehy hain aur jis main aapko sahi ghalat ka andaza nahi rehta
                        • #837 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                          Good brother ap nai bhoat achi bat kot ky hai kai greediness ko choar kar achi trading ki taraf jain. Greediness sai forex trading mai bhoat nuqsan hota hai. ap achi trading us waqat kar saktin hain jb ap forex ko greediness kai bajy samaj kar kartin hain.
                          • #838 Collapse

                            forex trading ka sab say bra enemy greed hay jis nay greed pr kabu pa lia bs samjhlo us nay es busines main pasa kma leya aksr trader apna profit collect karny kay bad bhe new order lga dety hain wo lalch karty hain kay or zada profit hasil kr lia jay jo kay un kay leay loss ka sabab bnta hay
                            • #839 Collapse

                              g ha greedy ko avoid kar ka hum aik achea sucessfull trader ban saktea ha hamea knowledge ki zarorat hoti ha jis sea hum zyada sea zyada earn kar saktea ha or chun ka ya international level pa ha koi frude bhi nahi ha so do hardwork and incease ur income
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                g bilkul bhai jaan you are 100% right forex trading main humare liye aik cheez bht harmfull sabit ho skti hai wo hai greed lekin es se bachna easy nhi hai aap starting main to es k bht shikaar hoty ho or apna profit bhi zaya kar dete hoi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X