Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    yes my dear m apki baat se agree hn qk agr ap ek acha trader bana chahte h tu kabhi b lalach ni krni chahiy qk is se apko nuksan hi ho ga qk jab jb tak hum apny emotions m control ni kary gay sahi tarhan trading ni kar sakgy.qk agr trader lalach m per jaya r ek hi din rich admi ban chahy tu wo sahi tarhn apna constrate ni kar sakta jis se us se sahi trading ni hoti r loss ho jta h tu mera mashwara h ke ap in cheezon ko control kary tb hi kamyab ho sakgy gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      jee han main ap se itfaq kerta hon ke ap ko apne emotions greed and fear ko control ker ke trading kerni ho gi then hi ap iss business main kamyab ho sakte ho iss lye achi learning hi ap ko kamyab ker sakti hi
         
      • #378 Collapse

        yes sub wo cheezain hain jo app ko loss he date hain aur app loss ki traf jate jate apne accunt ko wash karwa date ho so mare khyal man app ko es main boht mehnat karne hoge tu app es main ek ache trader ban jaoge aur app ko es main success milge
        • #379 Collapse

          g han brother ap ny sahi kaha hy mein ap k sath agree karta hun is mein koi shak nahi hy k jo trader greed karta hy emotions ko control nahi karta hy us ko earning bhi kam hoti hy aur woh kamyab bhi nahi hota hy.
          • #380 Collapse

            bhai g main apki baat say agree hon q k zaida tar log lalch main a k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan 2 din ki khushi dekh pata hai or umer bhar nuksan yhi misal forex ki hai forex main jald bazi nahi karni chahy na hi laich ...
            • #381 Collapse

              bro humy trading m greedy ,emotions or low patience sy avoid krna hn .bro jb hym live trading kr rhy hoty hn tu humy in chizo sy zarror avoid krna chaye ya ik business man ki boht big enemy hn is ki waja sy ap ko loss ho jata hn
              • #382 Collapse

                ye bt bilkul theek ha k jitna patenice hogay utna hi zyada ap apne buisness pe conctrate ker sakte ha ....aur hume ye cahiye k hum apni mistake himaat rakhe na k apna buisness khtam kren q k insan apne paun pe jb kahra hota ha jb usay koi ghalti hoti ha ...
                • #383 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rabia786 پيغام ديکھيے
                  Very true and i agree with you that people who are greedy and have low patience are never proof them self a good traders at all, because all these factors are not good factors and trader ko kafi loss hota hai in batoo ki wajah sey.
                  yes sir aap ne sahi kaha hai .yeh sub baten thek kaha hai trader ko is feeling sa door rehna hoga.forex me kitna logo ko loss ise waja sa howa hai. plz control your feeling
                  • #384 Collapse

                    Forex trading k duran emotion ke koi gunjaish nehi hai ager hum iss mein success gain kerna chahatay hain tou humein apnay emotions ko control mein rakhna hota hai forex trading ko sensible aur professional approach k saath kerna hota hai ta k hum iss mein long run sustain ker sakein.
                    • #385 Collapse

                      I am agree with your post. I think we need to control our emotions, greed and we need a lot of patience for become success. Only a good patience can make us success in forex.
                      • #386 Collapse

                        forex trading business main lalach, emotions aur low patience yeh 3 defects jin traders main hotay hain woh yahan survive nahin kar paata aur na he woh yahan sahi trading kar sakta hai ager in 3 defects ko duor kar k trade ki jaye to earning possible hai.
                        • #387 Collapse

                          G bilkul main ap sab members ki bat say agree karta hon .forex trading aik bohat hi simple aur profitable business hai .is ko join karnay walon kay liey zarori hai kay aik acha trader bannay kay liey lalach ko apnay emotions ko aur lowpatience ko is say door rakhna parta hai agar in ko pass laein gay to ap kamyab ni ho sakain gay .
                          • #388 Collapse

                            forex main in sab cheezon sy bachna chahye iss main greed nai karni chahye in sab ki wajah sy hamain loss hi ho ga aur acha trader wohi hy jo in par control rakhy
                            • #389 Collapse

                              Jitna app apni greed koo control karien gee utna app acha decision lee sakein gee Forex trading mein because yeh highly risky business hai aur agar app nee lot size zyada lee liya aur balance kaam hota too phir account app kaa margin call per finish bhi hoo sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                I am agree with you sir. I think those traders who has a greed on money, has a lot of emotions and has no patience they will never become success in forex business.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X