Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Lalch emotions and low patience three anti trader qualities hain and app bilkul thek kah rhe ho yeh teen cheezein jis trader mn hongi woh kabhi bhi sucessful nhi ho skta aur even short term mn to woh khub profit kama le ga but then woh us sa zada loss kr kah road pr bhi aa skta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      g han main aap ki baat se mukamal agree krta hon jo bhi banda forex trading main greed kry ga or emotional ho ga technical tareeqy se trade nahi kry ga or bagir learn k forex main inter ho ga wo banda sirf or sirf loss he krvaye ga
         
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #348 Collapse

        yes friend i agree with you forex mai hamain patience ki boht need hoti h nhe to hum jald he disappoint bhe ho sakty hain,or lalach k liay to kahe bhe jaga nhe h to phr forex mai q hoge
         
        • #349 Collapse

          forex trading main lalach or emotion ke koye be jaga nahee hain agar app forex main lalach karty raho gy tu forex trading mai is si app ko is main loss ho saktha hain tu app logo ko chayee k forex main app pani ander si lalach ko katan karo or app apni emotion ko be cantrol karna hogah tu he app is main ek achi trader ban sakty ho
             
          • #350 Collapse

            gi haan ap ne aik neayat hi aik acha question kia hai k iss Forex forum ki is dunya main EMotion , aur chota dill rakhne walon ki koi jga nahi hai kun k kuch log loss ki ssooorat yhaan se quit kar jate hain par mere lehaz se aesa nahi karna chahye
            • #351 Collapse

              Yes you are right jo koi bhi forex main lalach aur emotions ke sath work karta hey woh is main kabhi bhi achi trha se successful nahin ho pata hey aur always is business main loss hi karta hey.
                 
              • #352 Collapse

                all the things metion above lalch emotions jald bzi low patience etc yeh sab success ka barriers ha agar hum ismein kisi bi cheez ko ignore karta tu failure will be our place to sit and laugh at us
                • #353 Collapse

                  yes aap bilkul theak keh rahy hon forex main greed lalach emotional ho kr trade krny se sirf or sirf loss ka samna krna parta hai forex trdaing main buhat ziada log hain jo in cheezon pr kabo nahi rakhty jis ki waja se wo loss krva lety hain
                   
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #354 Collapse

                    sahi kaha ap na ya sab ek trader ka leay achay ni hotay agar ya ap main ha to ap ko in pa controll karna ho ga es sa ap ka irada mazboot ho ga aur profit ka chances zyda hon ga
                    • #355 Collapse

                      Main nay jab say trading start ki osi din say sunta a raha hon kay trading main greed, fear hamaray enemy hotay hain. Agar hum in pay control hasil kar lian to humain loss na ho. IS kay ilawa patience say bhi hum bophat achi risk free trade laga saktay hain or achi earning hasil kar saktay hain.
                      Proud To Be a Pakistani ..
                      • #356 Collapse

                        Jee apki baat sahi hay forex trading main agar hum lalach kay chakar main na pary to he hum forex trading say acha profit gain kar sakty hay aur eskay elawa humay sabar say bhi kam lena hota hay aur dhyarn say trading ki zarurat hoti hay.
                         
                        • #357 Collapse

                          Forex k business mein bhut ziada profit ko jab aksar traders dekhta hain tu un ki thinking ya ho jati hai k wo iss mein greedy ho kar emotional ho kar aur without practice k bhut ziada earning kar skta hain un ko ya kam easy lgta hai. tu jab un ko iss business mein loss hota hai tu per wo dekhta rha jata hain k humara sath howa kia hai iss liya forex mein ya baat remove kar ka trading karna parti hai.
                           
                          • #358 Collapse

                            asslam o alikum dear's forex ma apny jin jin chezo kea kha ha wo sub teak ha ma un sub sy agre ho.apny biohat he ache abt ke brother thanks.forex is a best business.
                            • #359 Collapse

                              jb hame forex me lalach hoti hai to hame sirf yehi karna chahye k hum trade close kar deni chahye n k hame is kaam me baith kar wait karna chahye k kb trade positive ho ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                meray khyal main app nay jin cheezon ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheezain hain jo forex bussiness main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kamyab nahi ho saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X