Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    forex me lalch kay bagauir trade karna tuff tu hai likin is say trader ka account safe ho jata hai aur aik lambay arsay kay liay trader ko moka mil jata hai trade karnay kay liay is laiy trader ko alwys hi aik emotional free hi ho kay trade jkarnay ka khayal karna h ga agar success get karni hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      forex mein hmesha nuqsan hmary greed aur emotion pe control na hony ki wja se hota hai.. aksar hm log ye krty hain kn jb aik lot hmen profit de jati hai tou bjaey hm relax hony k hm phr se aur profit kamany k liay market mein ghuss jaty hain aur phr loss kr bethty hain...
      • #1878 Collapse

        agar hum forex trading main emotions ki zad main aa kar trading karna chahty hay to tab humay market main earn nahi hota balkeh humay market main loss ka bohat ziada risk hota hay
        • #1879 Collapse

          ju trader forex man jiotna yada waqt invest kerta ha otna hi oc ku profit bhi milta rehta ha ager aik trader bilku ltime hi na day or loss k gilay kery tu forex ka tu kasoor nae ha trader ka hi ha phir
          • #1880 Collapse

            Yes of course forex trading main Yeh 3eenon factors main say aik be factors rakhtay walay log kuch samay bad account wash he kar jatay hain kiun jab apko greed ata hay kisi successful trade close kay bad to ap usay bari lot main aik foolish trade kar lay loss zada kar daitay ho
            • #1881 Collapse

              hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur loss ho jaye tou sabr karna ho ga sabr ka phal metha hota hai aur phar hi hum sucess ho skaty hain aur knowldge hasil karna ho ga ta k earn ho
              • #1882 Collapse

                G bhai g apki bat bohat achi hy or mai is sai agree be kerta hun ke forex mai lalachi low patience or jo apna emotion per controll nai ker sakty wo is mai kabi kamyab nai ho sakty hy
                • #1883 Collapse

                  G han m ap ki is bat sy bilkul mutafik hoon jab han lalach r emotion ko avide kren gy r patience ko barkar rkhen gy to ham apni tawjo kam py den gy r hmara kam utna he asan hota chala jay ga. hamsha sbar sy kam krna chiy
                  • #1884 Collapse

                    bohat important baat ki hay ap ne asa he hay lalach rakhnay walay logon kay liye stay rehna forex mei bohat mushkil hay kyu kay rules apply hotay hain then patience aik major thing hay eska trading kay liye zraoori hay
                    • #1885 Collapse

                      Yes bro ap bilkul thk keh rahy hain forex aik acha online trading business ha jis ma ham apny knowledge and experience k hisab sy profit and loss hasil krty hain but kuch facts aisy b hain jis sy hamko zayada loss k chance hain jis ma lalach emotion ko control na krna ar bager sochy samjhy trade lga dena is sy loss ho ga
                      • #1886 Collapse

                        hamain koi bi kam karna ho ga is chezon ko avoid kar k karna ho ga greed aur emotion aur sabr say kam lena ho ga agr loss ho bi jaye tou hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil karein
                        • #1887 Collapse

                          Aik forex trader kay liye lalach bohat buri cheez hay ye trader ko kuch hi wakat main bohat neechay lay kay gira skata hay jab bhi koi trader greed main aye ga wo jald bazi karay ga esi sorrat e haal main galti kay chances bohat ziayada ho jatay hain lehaza sabr say kaam lena chahiye aur trade kay doran apnay emotions pay bhi control rakhna chahiye
                          • #1888 Collapse

                            forex trading main agar hum lalach karen gay to es chakar main humay market main profit earn karnay kay chances bohat kam nazar aye gay ulta hum loss karen gay so humay lalach ko khatam karna chahiey
                            • #1889 Collapse

                              hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho saky gay aur profit hasil kar k earning ho skay ghi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                sabar say life main kaam krna hota hai ye suna hai isi liay is trading main b is ko use krna hai jis say hum is market main khud ka target ko hasil krny main try krty hain bus yehi is market main kaam ko krny ki try hoti hai jin say humy is say profit mil saqta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X