Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    yes dear foex trading business me hum asani se laalach aur emotions ko control me rakh akr trading kar sakte hain aur asani se profit bhi earn kar sakte hain aur forex aik asn online aur profitable business hay aur yeah aik asan business hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ha me apke post ke sath agree ho q ke forex me ye chezo blkul nahy chalte apko chahye ke ap apne apko lalich se bachaye q ke lalich he boht bore chez he jo apko naqam kar dete he trading me
      • #363 Collapse

        g han pakistan forex forum men lalchi man ,emotional and low patince trader kabhe bhe success nhn kar paty hn,wo hamisha loss gain karty hn,quon k wo kise k lie acha sochty he nhn hn,wo hamisha apny jaib bharny ke koshish krty hn,or dosron ko loss diny k chakar men hotay hn,to aisay log dosron ko loss dinay k bajaie,khud zindgi k har qadm men nakam hoty hn,or kabhe bhe success nhn hoty hn.
        • #364 Collapse

          Yes i know and agree with this big fact that the emotional trading and the greed in the trading is not good For the traders it always turns the profit into the loss and equity into empty
          • #365 Collapse

            Forex trading main agr hum lalach emotions aur low patience rakhain gay tab hum kamyab nahi ho sakty humay chahiey keh hum forex trading main en sab ko door rakh kar mind ko fresh rakh kar trading karen.
             
            • #366 Collapse

              that is the right that the low patient and the low confidence are the essential and the basic mistakes or the fault that the trader specially the new do ,and that is why they do not get the success in the forex
                 
              • #367 Collapse

                hanji forex men esa hi hota hai jab hamain lalach ata hai to hamain apny emotions ko control kerna buhat hi difficult ho jata hai or hamain zyada trading kerny se loss khana perta hai or profit bhi nahi milta hai.
                   
                • #368 Collapse

                  agar ap apne bad factors ko control ker loo gye to ap log asani se achi earning ker sakoo gye iss lye ke bohat se trtader bad factors ki waje se apna loss ker chuke hain ap ko iss se bach ker kam kerna ho ga then hi ap kamyab ho ge
                   
                  • #369 Collapse

                    ji haan forex trading mai lalchi emotional aur low patience log kamyab nahi ho sakte kion ke is mai appko forex trading ke bare mai basic knowledge hona bohat zarori hai ager app forex ke bare mai ilam nahmrakhte to apko loss ho saktahai
                     
                    • #370 Collapse

                      je han sir ap ne bilkul thek kha he jo log forex me trading ke doran lalach me per jaty hen ya emotion ko control nhi rakh paty hen ya low patience trader hoty hen wo kabi bhi forex ke business se success hasil nhi kar sakty hen.
                      • #371 Collapse

                        trader ma wohe nakam hota ha jo new member hota ha or us ka pass pura knowledge nahi hota agr kisi ka pass pura knowledge ho ga to us koi galti nahe ho ge balka galti ki koi gunjais b ni rhy ge
                        • #372 Collapse

                          forex trading main agar kamyabi chete ho to ap ko sub se pehle achi learning kerna ho gi then ap ko apne bad afcators like greed fear orr emotions ko control kerna ho ga then hi ap iss business main kamyab ho sakoo gye
                             
                          • #373 Collapse

                            forex trading mai hum lalich nahi kar sakte ager hum emotional ho kar aur lalich kar ke trading karte hain to hum loss kar jaen ge is mai apke mind ki zarorat hoti hai kam ko samjh kar karna hota hai trading ke liye hard working ki zaroart hoti hai
                             
                            • #374 Collapse

                              forex trading market hai or jo log is men zyada lalach kerty hain un ko market men profit nahi milta hai or wo is market ko leave ker dety hain is lye hamain trading kerty timeki lalach nahi kerni chahye or achi tradingkerni chahye.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                han g ye bat bilkul theik hai ke forex trading mein jb tk ap lalach emotion aur greed ko kahtam ni
                                karo ge to tb tk ap is mein achi earning nai kar skte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X