Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    forex me emotions feelings sadness hapiness har cheez had se ziada feel hoti hai qk humen sabr se kam lena hota hai magar lalach paida ho jae to nuksan k khatra barh jata hai hum sabr chor dete hain. forex bht cool minded or mustakil mizaji k sath kiya jane wale karobar hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      Aap se main 100% agree karta hoon ke lalach se hum kabhi bhi trading mein successful nahi ho sakte. Patience bhi bahut ziada important hai.
      • #1413 Collapse

        emotion is biusiness mei itna bad effect kartay hai klay is ki waja say apko is buisness mei boaht hi zxayadah lost kay honay ka chance ho sakat hai is liay hi a[pko is ko kabhi bi nai lana ho ga
        • #1414 Collapse

          Forex tadring aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko is main ikam karta rahna chahia yab hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
          • #1415 Collapse

            build enough momentum to become a trader who success..and Did I ever think I would win if I minded upside down? ... because I always thought ..but will definitely profit loss.
             
            • #1416 Collapse

              forex mai jab jab greed kia hai mai ny to mujy to loss hi hua hai so forex mai greed k sath earning klabi nahi ho sakti humin forex mai greed ko khatam karna hoga earning k lia .........
              • #1417 Collapse

                Dear, forex trading aik acha buisness hy so is men kamyaab hony k lye lalach emotions in sb py control krna prta hy aur sb sy brh k sbr kerna prta hy hr kam men
                • #1418 Collapse

                  Forex trading men jin 3 chezon ko ap ne na kami ke waja qarar dia h apka idia darust ho sakta h lekin agar yeh chezen trader men na hon to woh trading nhn kr sakta. Lalach, Emotion trading ka hisa h han ek bat yad rakhen k khud ko kntrol men rakhen markeet ko dekh kr qadam barhaen.
                  • #1419 Collapse

                    ap ko forex mai lalach nahi karny chaiya agar ap karty ho to is my lose ap ka he hota hy or ap bary bary lose kar ky success full nahi
                    • #1420 Collapse

                      Forex main learning sab se zayda importance hai agar ap ko ata ho ga then hin earn kr sko gae and mind fresh ho bnda and full stable it will make your life comfortable dear
                      • #1421 Collapse

                        dekho dear member kisi b business ma apko patience aur anti emotional hona zarori hota ha, taka business ma apko risk lena parhta aur iska sath sath apka patience ka b bohat count hota ha. taka without patience apka experience count ni ho ga. aur without experience and effort ap kisi b business ma kamyab ni kar sakta.
                        • #1422 Collapse

                          g han bhai jan ap ne bohat achi post k mere jasey kafi sara new members ko ap ki is post sey kafi knowledge mila ga or ap ne thek kaha agr ap forex pe trading karte hua lalach emtion or low practice sey trading start karte ho to ap ko bhai forex sey loss he earn ho ga
                           
                          • #1423 Collapse

                            jee haan ap nay sai kaha fprex trading mian emotion , greed or low pataience ke wja traders success hasil nai kar paty, ziada profit earn ki lalch main hum ziada loss kar bethty hain jis ko cover karna humary liye boht mushkil hota hay
                            • #1424 Collapse

                              jee han her trader ko unhi wajoohat ki bina per bht loss hota hai or sab say bari bat yeh hai k greed or emotions ko insan chah ker bhe khatam nhi ker skta yeh ekl tarah ka jahad bhe hai jo k insan apny ap say kerta rehta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                han ji in sab cheezon ko khud se nikal phekna chahiye forex ke business me aik bhi cheez ho gi in me se aap ke andar to ap ko is business me kamyabi nhi mil sake gi is lye aap ko chahiye ke aap sabar ke sath or mehnat ke sath he is me kam karen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X