Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    yes my friend ap ny theek kaha h k forex k trade mie jab lalch or b sabri a jati h to haamin es mein aksar loss ka mo dakhna parta h es lye hamain chhye k hum in cheezo sy perhiaz kery
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      forex business main humara sab sy bara dushman greed hai agr aap forex main kamyab trader banna chahty hai tou aap ko chahiye k aap apne lalich ko trading k doran control main rakhen.
      • #1368 Collapse

        Although forex trading is indeed a lot of benefits, but everything that can not be paid with free yes skipper, we also have to pay with our time, our energy, and our money to be able to make forex trading is becoming profitable for us to excess, and can meet our needs.
         
        • #1369 Collapse

          apki baat say agree hon zaida tar log lalch main k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan2 din i kus dkh patahai o umehar nuksan hi misal forex ki hai forex main jald bazi nahi karni chahy na
          • #1370 Collapse

            yes youare right, if you trade with greed and emotion you must make mistake and it cause of your loss, emotion and greed is very harmful for a forex trader, patience is also a very important thing for a forex trader, if you can not keep patience for a good entry pront you can not make profit.
            • #1371 Collapse

              yahan b aik bat bht eham hai jalbaze b lay dobte hai lalach b lay dobta hai zayada sabar karain to wooh b accounts wash karadaity hain samjh main nai aata hai k ab our kaya karain k hamary accounts 15 din k sabar k bad khatam nai hon
              • #1372 Collapse

                Apki baat theak hay agar hum forex trading main emotions ko zada mian lay kar aye gay to unka humari trading par bohat bura asar pary ga so humay chahiey keh emotion ko lalach ko apni trading say koso door rakh kar he theak say trading par focus karen tabi kamyab ho sakty hay.
                • #1373 Collapse

                  aik bat bht eham hai jalbaze b lay dobte hai lalach b lay dobta hai zayada sabar karain to wooh b accounts wash karadaity hain samjh main nai aata hai k ab our kaya karain
                   
                  • #1374 Collapse

                    agree hon zaida tar log lalch main k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan2 din i kus dkh patahai o umehar nuksan hi misal forex ki hai
                     
                    • #1375 Collapse

                      g han main bhi iss baat se agree krta hun ke aap ko iss kaam ko kr ke aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss kaam main agr aap lalach karen ge to aap ko kabhi bhi success haasil nahi ho sakta ha aap ko apni emotions ko control main rakhna ha
                      • #1376 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                        ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                        Happy Trading Members
                        :):):cool:
                        Bilkul sahi kaha e sari chazain bohat eham hain aur in k sath confident bh hona chahiye. Phelay apni mehnat aur us k baad luck per depend kerta ha her trader.
                        • #1377 Collapse

                          forex trading business ma jo log lalach karta han ya apna jazbat ko control nahi kar pata ya wo sabar nahi karta aur har kam jald bazi ma karta han to manahi samajhta ka wo is business ma success ho sakta han. kayun ka lalach ma ghaltian bohat ho jati han aur loss hota ha aur agar sabar sa apni trade ka close hona ka wait na kia jai to trade khud hi close kar data han ka loss ma chal rahi ha jab ka wohi trade kuch dair baad bhari profit d sakti ha.
                          • #1378 Collapse

                            g han apny bilkul thek kaha lalach ,emotion low patience ye sb loss hony ki wajhoat hi jis ki waja sy humy kafi had tak loss ho sakta hai agar ap loss sy bachna chaty hai to en par canterol kary tb hi ap trading achy sy kar pay gy or achi earni ng kar sakty hai
                            • #1379 Collapse

                              assalamu alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? forex aik asi site hay jis par tab hi loss hota hy jab ap apna patience khtam kar k rules ko torr dyty ho or phir apko loss hota hay forex main, so forex man kamyab hony k lye apko rules ko follow karna chahye or forex k rules main shamil hay k ap kitni posts aik din main kar sakty ho so agar ap apni greedness par control naheen karo gay to apko loss ho jae ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Forex tradingmain agar ham dosto lalach or emotion or jald bazi say kam karain to ham is main kbi b successful nhe ho saktay . or na he haman is main earning kar saktayhain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X