Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    forex main laluch sa hum kabe earn nahi kar sakte hain forex main earn karne ka laye hum ko laluch nahi karna ho pratice kar ka expert hona ho ga aur loos main hum ko apne emotion per countrol karna ho tab hum forex trade main zaroor success ho gaye aur acha earn kar paye gaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      G haan dear ap nay bilkul thek kaha hy jo log forex may laalch karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain so greed is a cruse.
      • #1218 Collapse

        yaqinen app sathi kah rahy hoo ky forex mai lalach emotion or low pratics sy kabi bi kamyab ni hoo sakty coz lalach sy app kib bi sahi decison ni lay sakty hoo ky kia acha hai or kia glat
        • #1219 Collapse

          apney bohat achi sharing ki hai main ne bhi loss kia hai aur start main greedy hona aur koi rules nahi thi phir forex trading main concentration k sath ek plan banaya aur apna target set kya k daily k mughey itney pips profit karna hai aur us objective ko hasil karney k lye sabr se kam lya emotions aur greedy k baghair aur slow slow kamyabi hasil honey lagi. jo mughey experience trader bana rahi hai.
          • #1220 Collapse

            blkl trading may new traders yahi sekhtay hain start may jaldbazi aur greed ka anjam thek nhi hota humein apnay emotions ko control may rakh k trading kerni chahye tak acha earn ker sakein aur successful hosakein.
            • #1221 Collapse

              Very true, and I do this all the factors baaton Price: SE good causes loss of business cooperation, because it greedily and less patience for those who are on it at all is not the proof that the self is a good dealer agree with you.
              • #1222 Collapse

                g han aur aur bat yh h k forex main hm jb b trade krain to hum ko forex main trading kary wqt apny emotion pay aur greed pay control karna chahiy warna hum ko loss ko face karna par skta ha
                • #1223 Collapse

                  ma tu yehi janta hoon ky agher kisi bi kam me ap ko success ful trader bana ha tu yer ap ko chay ky eik tu experience zada karo greedy na ho profit ky lihy bhai ye best ha ky agher hum in pa amal karey tu
                  • #1224 Collapse

                    forex trading aik complete bussiness ha ais ma kisi tarhaa ki bi zarorat ni ha ais ka aliva vo log ain jazbaat or lalach vagera ma pad jata ha un ka lia trading ma koi jagha ni ha vo bohat kam profit hasil krta ha or loss bohat zaida
                    • #1225 Collapse

                      Through greed you cannot make money in this trading business because greed is not good at the time of trading and we can only get high loss through greed in this trading market.Forex is not so easy online earning platform.
                      • #1226 Collapse

                        je bhai je aap nay buht he ache baat ke hay aur mein es say agree hoon hum tab he forex trading mein aik kamyab trader ban saktay hein jab hum rules ko follow karein aur lalach say bachein aapnay jzbat ko qabo mein rakhein aur mehnat aur lalag say sabar kay sath kaam karein tu he trading meim kamyabe hasel ho ge
                        • #1227 Collapse

                          lalach na kiya akry aap aur bilkul hamay apni galtiyon say faidaa hota hay isi liye mein suggest karta hon kay demo account par practice kar kay aap bahot kuch learn kar saktay hay yeh aik bahot acha business hay aap future mein aik good trader ban saktay hay aur achi earning kr saktay hay .
                          • #1228 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha me app k baat se garee karta hn is business me jo log ye sb rkh kar trading karty hain wo is busienss me kabhi bhi success hasil nahi kar sakty hain isi liye is business me in sb cheezon ko khtm kar k hi hmen trading karni chahye
                            • #1229 Collapse

                              han g apne sahi kaha hai , forex ma her trader ko apne emotions , greed , or patience ko qabu ma rakhna zarori hai, kyun ye sab trading kay doran lalach paida kerte hain or trader lalach ma aa ker ghalat faisla le leta hai or loss otha bethta hai, is lye ak trader ko in sb cheezon se door rhna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                yes bro ye acha thread hai ap ka aur es mai ap ne 4 cheezo ko view point mai rakha hai ye he hai jo trading mai loss karwati hai aur es se he ham pechay reh jatay hai es se bacho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X