Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    it is correct that people acquiring greediness small emotions in addition to small patience are not able to do well. while i endured my primary reduction in addition to i evolved into sufferer in addition to continued to wait with the market place to come to it is unique location.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      ji bhai apne sahi bat kri hai hamare pass risk hona chaye hum is par proper tread kry gay is par lalach se hamay loss or hamara account banned bhi ho skta hai is lye hamay is par apne mind se tread krni chaye smjh kr............
      • #663 Collapse

        ha ap nay bilkul thek kaha hy jo log forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss unhi ko hota ha aur bht zyada hota ha jo k wo bardasht nae kae paty bd me
        • #664 Collapse

          G bhai jan ap bilkul theak keh rahay hain forex main jo log lalatch krte hain or emotional hote hain wo kbi kamyab nahi hote hain or jo log is main sabr say kam ni lete unko loss ka samna krna parta hai
          :p..........No One is perfect and I am No One........:p
          • #665 Collapse

            jo point b ap bat a rhay hai nmain us bat er agree hio k trading learning or mis tke se us ko bahot kuch pata chal sakta hai or es bat se who aik ach trader smjha jata hai
            • #666 Collapse

              App nay jin cheeson ki nishandahi ki main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheesain hain jo forex business main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kambhy nahin ho saktey good treade at all because all this factor are not goood.
              • #667 Collapse

                g forex me greedy,emotional aur non patient log sabit qadam nhi reh saktay is men humen loss honay per thammal ka sath try again karna hota hy issmay kisi bat per emotional ho ker koi dicision karnay say bohat barha loss bhi ho sakta hygreed apko agay k bajaay peechay le kar ja sakta hy
                • #668 Collapse

                  hmmmm u are rite ,forex me lalach sab se bhari waja hai loss honey ki or emotion patience in sab chezo se forex ko dur h rhakhen to bht bheter ho ga or ap kamiyab b ho pao gey.
                   
                  • #669 Collapse

                    Yes I agree, actually im new user just joined the forex, or main itna to nahin janta per baat to samjh ati hai ki kisi bhai kaam main lalach rakhi jae ya sabar ka daman chor diya jae to wo kaam kharab ho ta hai
                    • #670 Collapse

                      yws bhai jan ap ne sahi kaha hai forex trading krte hoye kabhi lalach nahoi krni chahiye or jaldbaazi mein ho k koi fiasla nahi krna chahiye or market ki trend line ko samjhna chahgiye or phir hi koi trade open krni chahiye ta k loss se bacha ja sekey
                      • #671 Collapse

                        G jnab aap nay buhat achi baat ke hay forex trade may kabhi bhe lalich nahe karna chaiya q k zyada earning k lalich may aap real investment bhe zaya kar laity han is k ilawa apny emotions ko control may rakhna chaiya aur hamesha sabar say kaam laina chaiya agr aap emotional ho kar koi decision laity han to aksar mistake karty han jis say loss hota hay
                        • #672 Collapse

                          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                          • #673 Collapse

                            mary bhai ap jiss ksi kam ma b lalch kroo gy too ap hamasha fail e hoo gy kyoo k lalch too buri blla ha na oor phr forex ma ya too markt ha oor iss ka koi belive nae agr lalch kro gay too nuksan karoo gy
                            • #674 Collapse

                              I think the traders who has a lot of greed and emotions they will never success in forex business. we need a lot of patience and practice to get success in forex business. we also need a lot of hard work here.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                g ye bat bilkul sahi k jo log lalach emotion or saber se kam nahi lety o kabhi bhi trading m uccess nahi ker paty ager un ko kamyab hona he to in baton se dor hona pare ga or apni knowledge ko increase kerna pare ga pher hi wo kamayab hon ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X