Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Yes sir ap ny theek kaha hai k greed buhat buri hai har trader k liye Forex mein humain hamesha apny emotions ko control kar k kam karna chaiye Forex mein wohi trader successful hai jo emotions ko control karty hain aur sabar sy kam lety hain , trading mein jaldbazi sy kam na len kyun k jaldbazi mein lagai gai trade loss mein jati hai hamesha market k analyze ko samhaj aur planning k sath trade lagani chaiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Han g , ye baat to bilkul sahi hai . forex trading business main trading karty waqt emotions kaam nahi aaty balkt jo experience banday ka hota hai wohi kaam aata hai . isliye mery khayal main agar hum achy trader banna chahty hain to hamain apny emotions control karna chahiye .
      • #648 Collapse

        Ya trading me in 3no cheezoo ko khabhi bhi jaga nahi deni chiyee ..hamesha pure hokar kam karna chiye ...forex me lalch aur low patience ke log khabhi bhi success nahi karte han ..hamesha forex me hard working karni chiye
           
        • #649 Collapse

          Han ji hamary ye dekh kr ye bat sekhny ko milti hay k hum lalach na kren or apni trading ko honestly and hardwork kr k trading ko apni agye barhaen.............
          • #650 Collapse

            han yeh to sach baat hai dost forex me lalach karne wala or emotional ho kar decisions lene wala kabhi kamyabi hasil nahi kar pata hai so koshish karte rehna chhaiye ke lalach or emotional trading ko khud se door rakhen .
            • #651 Collapse

              yah aik bhot hi risk business he . is me woo log kamyabe nhi ho skthe he. jo bho emotion, lalachi, low decinmen hote. woo is busines bhot beri ther nakaam hote he. is app log is business me apen emotion control ker ke kaam ker ge too pher ja ker kamyab ho ge.
              • #652 Collapse

                lalach emotion and low patience kisi b business me in ki jaga nahi hoti or ager ap me ye hy to ap kisi b business me kamyab nahi ho sakty i ly hum in sub ko rject kr k Forex py kam krna ho ga
                 
                • #653 Collapse

                  g g main ap say agree kerta hon k ager banda forex main ya kisi b trade main emotion say kam leta hi to pher vo kisi kam k qabil ni reta hai q k jub banda jezbate ho to os ke ankhon pay perda per jta hai or osy koch achy ya bury ke tameez ni rete....
                  • #654 Collapse

                    first to ye ky start main kam acha hota hy phr time ky sath loss bi hota hy bt darna nahi chahye or mehnat karni chaye ta kay ap loss na kar
                    • #655 Collapse

                      yes, my dear friend you are absolutely right about the Forex trading business. Emotion, Low patience, greed all of this are the obstruct of our Forex trading business. we need to remove this to success in Forex .
                      • #656 Collapse

                        well my dear friend, wesay to mein nay abhe tak trading karna start nahi kia hay lekin mein nay bhe yehi suna hay kay humain forex ke market main trading kartay time apnay emotions pay control karna bohat zaroori hota hay aur trading kartay time patience he humain kisi bhe critical situations main survive karna seekhata hay...
                        • #657 Collapse

                          jee brother aap ne tk kaha forex ma us admi ki koe jaga nai ha jo greedy ho, low patience ho ya phr emotional ho ager us ko loss hona shuru ho jaye tu emotional admi k liye problem ho skti ha.
                           
                          • #658 Collapse

                            i think mery khayal se ap nay bilkulthek kaha hy jo log forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain........
                               
                            • #659 Collapse

                              g han q k in sb ki waja sy bnda hath sy bhter cheez b kho daita hy. aur forex jesi market m to bilkul in baton p zabta hona chaye. q k bht he fluctuating market hy y. to ap ko control m rhna chaye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Yes friend forex trading ma emotionl,lalichi hain to aur agr sbr ni hy to ap ache trader ni bn sakte ..agr acha aur kamyab trader bn'na chahte hain to apne patience level ku up kren aur lalich ku khatam kren
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X