Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    janab forex mei lalach,emotion se jitna bacha jaye utna he acha hai aur jald baazi se bhe bachna chaye kyu k jald baazi mei aksar aisi trade lag jati hai jo loss mei jati hai so active hokar trade karein aur market trend ko lazmi follow kia karein agar trade mei succesful hona chahty ho tou
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      jee brother aap ne bilkul theek kaha trade greed , emotions and low patience se avoid krna chahiy . jo people in cheezon se avoid kr lein gy wo perfect trader bun saqty hein
         
      • #513 Collapse

        Yes you are absolutely right jo koi bhi forex main without patience and with emotion ke work krta hey woh kabhi bhi forex main successful hahin ho saktey hain aur always yahan par fail hi hotey hain.
        • #514 Collapse

          business me greed se jitna ho sakta hai bachney ki koshish karta hun kiun ke greed se or emotional hone se hum kabhi is business me kamyab nahi ho sakty hain ...
           
          • #515 Collapse

            bilkul bhai ji agr to hum successful trader bn'na chahty hain to hmain ye chzain avoid karni hon gi .hmain emotions greed or km hosla ye sub apni trade say dor rakhna ho ga tb hi success mily gi .
            • #516 Collapse

              I am really agree with your proposal that in forex trading business any one can not become success because they do not have enough experience patience and do not work hardly .
              • #517 Collapse

                forex trading mai loose karne ki jo ziada waja hai woh lalach mind stress, emotions aur jald bazi hai is mai aap ache trader nahi ban skate agar hum tamam cheezon ko control kar ke trade kare ge to hum achi trade aur ache trader be ban sakte hai.
                • #518 Collapse

                  yes g ha sir forex me to experience our best expert trader ho k he is me ap ko trading karni hoty ha our ap pir forex me successful trading kar sakty ha our ap forex me pir big profit hasil kar sakty ha our me to kud bi forex me best expert trader bano ga.
                  • #519 Collapse

                    jee haan yar forex main humko sab say zeyada yehi sabak melta hai k lalach buri bala hai or is tara k trader forex say bohat jald hi na umeed ho jatay hain or per forex ko chor dytay hain
                    • #520 Collapse

                      meray khaayl mein tou huemin aisa kerna chahiye k humein iss se bach ker cool mind k saath tarding ko kerna chahiye aur acha trend mile tou hi humein apni tarde ko kerna chahiye werna humein loss bhi ho sakta hai.
                      • #521 Collapse

                        greedy is very harmful for forex trading business . to become success in forex trading business you must avoid greedy , emotion . so please avoid it to gain profit .
                        • #522 Collapse

                          Trading main afford karnay se tauluq rakhta hai, aap utna risk lain jitna aap afforad kar saktay ho, kai dafa risk liay baghair earn karna mushkil ho jata hai, so risk management jisko aajay usko trader samajhta hoon main, peshawar forex trader sab se ziada risk management karta hai.
                          • #523 Collapse

                            Well meray brother g han aap ne bilkul theak kha mein aap ki is baat se bikul mutamain aur mutafiq hun k jo log aisa ni kr party wo forex trading mein kamyab ni ho skty we control our emotion lalach and patience etc my friend
                             
                            • #524 Collapse

                              Every trader must have to work with patience and must need to reject greed to be a great trader. With greed no trader can do successful trade so we have to remove greed from us if we want to be a good trader.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                ye bat ap ne buhat hi achi kahee hai k forex men trading kerny k ley hamain lalach ko or emotions ko avoid kerna ho ga jis se hamain achi trading kerne men buhat hi help milti hai or ham kamyab trading ker lety hain jis se hamain profit bhi acha milta hai is ley amain apny ap kocontrol kerna buhat hi zarori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X