Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    dosat apnay bohat acha post kia main apkay post say agree karta hun aur jo knowledge mila isay apnay trading experince main add karta hun.. aur new trader say kehta hun k bjaye k wo loss kar k in batun ko sekhain is say behtar ha k wo experienced members ka experience use kar k new things learn karain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hm kabhi bhi ye sb cheezen rkh kar success nahi kar sakty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen success hasil karni ha tu ye sb khuch khtm karna hoga
      • #1428 Collapse

        yar ager forex trading ma kabyam hona hai tu greed our fear par control karna ho ga kue k ager hum trading karte waqut greed kare ga tu sarf loss hi ho ga
        • #1429 Collapse

          G han app ne sahi kahah am e app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hm sb rkh kar trading karty hain tu hm kabhi bhi is business me success nahi hasil kar sakty hain isi liye hmen ye sb cheezen khtm kr k hi is business me trading karni chahye ta k achi earning ho
          • #1430 Collapse

            Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay ye bht risky business hai hume bht soch samjh kar iss me work karna hota hai so hume khud per control rakhna chahiye.
            • #1431 Collapse

              i am agree with you ap nay achay point diye hain k agar in cheezon ko chor day to hi koi is mian aik acha trader ban sakta hai warna patience na karnay ki waja say is main loss main trade close kar k loss kar laitay hain
              • #1432 Collapse

                People who are emotional and greedy. They dont get any profit just losses so if you really want to keep yourself successful then you must not be greedy or emotional
                • #1433 Collapse

                  G jaanb bilkul ap ny sahi kaha hy or hamari loss ki asal waja bhi yay 3no cheexy hy hum jab tak apni lalach emotions or low patience ko control nai kr paiy gy hum trading mai kabhi succesfull nai ho skty hy.
                  • #1434 Collapse

                    Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience ki wajah se trader profit earn nai kar paate jo trader in cheezo se bach jata hai wo forex trading me kamyab zaror hota hai
                    • #1435 Collapse

                      ji bilkul main apki bat sy agree krta hn kion ky agar hum lalch krain gain to is main bht sy main points ko miss kr dain gain or uski waja sy hamain loss uthana pary ga or phr agar hum main low patience ho ga to hum is sadmy ko bardash nhi kar sakain gain jiski waja sy is job ko chor dain gain isi lia forex trader main easi adtain na hon to behtar hai
                      • #1436 Collapse

                        forex trading me akser trader less pateince ki wja se kaam theek se nhi ker pata hain unko chaey hy k awo pana kaam ko theek se karein take unko fadia ho aur wo apna money earn kerta raha.,.,
                        • #1437 Collapse

                          Foex trading boht acha busienss hy is main lalch nahi krni chahye or is main relax ho k trading krni chahye ye ak best busiens shy or relax ho k trading krni chaye..............
                          • #1438 Collapse

                            jee bilkul forex trading mai hmain patience chaiyay, jald bazi naa krain profit zaroor earn hoga. is k ilawa lalach naa krain, jitna profit mil jaye utnay py khush ho, decisions kbi emotional nai honay chaiyay balkay professional judgement pr base honay chaiyay
                            • #1439 Collapse

                              jee han brother mai ap ki baat se agree karta hon ke forex trading mai lallach aur forex mai loss hone ke baad emotion se ham successfull nahi ho saqte humein forex trading mai sabar se kaam lena chahiye tabhi hum kamyab ho saqen ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Forex trading sabar experience lalch tahumal ye sab Forex trading main achy earning karny main help karty hain agar aap ko es se faida hasil karna ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X