Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ji bilkul sahi kaha aap nay kay traders ko apne experience kay mutabik hi earning karni chahiye kyun kay is se woh ziada faide main rehte hain aur loss hone ka kam khatra rehta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Yes ap nay dek khan har trader ko us ka apnay experience ka mutabiq operate karna chyay agar wo esa ni karta to wo kud hi apna loss kartay hain.
      • #363 Collapse

        main skills needed in trading are knowledge and experience about trading. these are the two main factors of trading. if a trader don't have any knowledge about trading he can never do trading but still if he is trading he is wasting his own time and money experience also counts a lot in trading.
        • #364 Collapse

          gee han bikul trader ko apny tajurby ky mutabiq he trade krna chahiye or ye key hy kamyabi ke jitna earn kary gy utsy zyada earn kry gy or agr begair experince ky trade kary to nuksan hu ga jis sy ap diopinted hu jai gy.
          • #365 Collapse

            jee sir meray khayal mein apki baat bilkul right he trading hmesha experience k mutabiq ki jay to behtar he q k is se loss k chances bohat kam hotay hen or profit k ziada hotay hen
            • #366 Collapse

              Bilkul aap ny theek batain kahi hain, humen apne targets market analysis k baad decide krnay chahiye otherwise loss ho sakta hay aur is marketplace mein loss honay k baad come back krna mushkil ho jata hay, so keep an eye on the forex marketplace.
               
              • #367 Collapse

                g chahiye to bilkul hi aisey lakin agar koi apne tujarbe se ziada ki koshish kartaa b hai to us ko koi faida nahi ho ga q k beghair tujarbe k is karobar me profirt kamaana bohat hi risky hai to is lye aisy koshish hi nahi karni chahiye jis me nuqsaan ka andeahaa ho
                • #368 Collapse

                  maray khayal ma trader ko apnay experiansse k mutabiq target ko set kar lana chahiay keun agar wo apnay experiansse sa ziada target set karay ga to usay nuqsan uthana paray ga experiansse k sath knowledge b hona chahiaye ye bat hamesha zehan ma rakhen
                  • #369 Collapse

                    g ha friend hamain apny experience k hisab sy he earn krna chaheay,or ek dam boht high profit ka nhe sochna chaheay yh possible nhe h is sy hamain ziada loss hoga
                     
                    • #370 Collapse

                      dear a[ ne bilkul theek kha k traders lo apne experience k mutabiq earning karni chahiye merey khayal say is tarah say hum ko loss nahi ho ga zaida
                      • #371 Collapse

                        Main aap ki iss baat se bhut ziada agree karta ho kyun k jab aik trader apna experience k matbak trading karta hai tu us ko aik earning hona k bhut ziada chances hota hai aur dosra wo loss se bhi bech jata hai . forex mein bhut sara log hain jo experience ko important nahi samjta hain aur apna loss karwa leta hain.
                         
                        • #372 Collapse

                          ji bhai aap ne thek kaha hai, ham log waqai hi itna hamara experiences nhi hota or ham jazbaat main aa kar apney hisaab se zayda ki trade lagana shuru kar detay hain jis ka hamain nuksan hota hai or ham pehley waley profit se bhi jatey hain is liye apney experience k mutabik hi trade karain tu bohat zayda behtar hai.
                          • #373 Collapse

                            Yes trading k bussiness ma hamen apna experience k mutabik hi trade karna chahya ku k agar ham apna experience sa bari trade karen ga tab hamen loss face karna par sakta ha.mara khayal ma earning k liya koi na koi target fixed karna chahya.
                            • #374 Collapse

                              yes you are absolutely right.. tarder ko hameesha apna profit target apne experience ko dekh ker fix kerna chaiye because mostly jo newbies hote hein vo huge targets bana lete hein or unke pass experience nahi hota vo greed ka shikar ho jate hein tab as aresult vo apna account balance destroy ker dete hein jis se unko kuch bhi hasil nahi hota ulta or loss hota hy
                               
                              Dont Spam The Forum.. ..

                              :(I hate Spammers..:(

                              ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                har trader apne liye kuch targets rakhta hai apne time pe nazar rakhte huy isi tara apne experience ko dkte huy aik trader apni earning capacity set karta hai takai loss se bach sakey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X