Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    G han traders ko apny experience k mutabik he earning karni chahiye. Agr ek trader k pass kam experience hai to us ko chahiye k apny experience k mutabik he earning kare agar wo trading me over confidence ho jaye ga or sochy ga k agar mai thora kama sakta ho to ziada bhi profit earn kar sakta ho ye over confidence us ko loss ka samna karwa sakta hai. Is liye trader ko chahiye k jo experience ho us k mutabik he kam kare or sath sath apni learning jari rakhy ta k wo ahista ahista apni earning ko barha saky.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      har new ana wala trader k lia ya bat janana bt important ha k wo ya bat apna mind ma bitha la k is market ma agar kisi ko zyda ya kam success hoti ha to ya totally us ka experience pa based krta ha k wo kitna skill full ha kew k is market ma to just experience waala he zyada profit earn krta han or newbies ko apna turn ka wait krna hota ha
      • #333 Collapse

        yes you are rite q k experience aik aise chez he jis ka koi mutabadil nai hota isi lie forex trader k lie sab se pehla qdm apne tajrbe k zarrye stragity and planing khud kre or is k bad confidence se trading kre.
        • #334 Collapse

          haan g yehe baaat hai or yehe raaz hai achi earning karnay ka ager hum apna experience use nahi karte hain tou humain phirr is mai profit bhi kismat say he milay ge is liye use experience
          • #335 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: s1234 پيغام ديکھيے
            haan g yehe baaat hai or yehe raaz hai achi earning karnay ka ager hum apna experience use nahi karte hain tou humain phirr is mai profit bhi kismat say he milay ge is liye use experience
            ji haan meri nazar me traders ko chahiye ke apni skills ke mutabik or apney experience ke hisaab se trading karen or kabhi bhi is business me greed se kaam na len yeh business tab he profit de sakta hai ke jab is me experience hasil ho hamen .
               
            • #336 Collapse

              yes har aik ko chaiye wo earning kay liye targets select karay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye jitna experience hoga utni he samaj hogi trading ki
              • #337 Collapse

                mai aap ki baat sai agree karta ho jab ham apna target apny experience or apny balance sai jo invest kiya haai uss sai zayada raukh latay hai to loss kai chances zayada ho jatay hai iss liye phly forex ko achi tarha sai read kar kai demo account par practice kar kai apny
                 
                • #338 Collapse

                  Trading mein aksar new trader greed factor kaa shikar hoo jata hai aur without proper knowledge aur proper experience trading start detee hian, aur lalach mein aa kar aksar lot size bhi barha letee hain, ess liyee hamesha kaam rakhein lot size warna aksar margin call mein pura account finish hoo jata hai
                  • #339 Collapse

                    je haan good question trader ku apna experience maday nazar rakhna chahiye aur es k mutabeek bit karna chehiye then is success way for treader thankful for question
                       
                    • #340 Collapse

                      its depend on market trend agar market mai zyada up ya down kay signal receive hun to ap zyada profit bana saktay hain magar greed nahe karna chahye aur market trend kay mutabik trade karni chahye
                      • #341 Collapse

                        there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
                        • #342 Collapse

                          yeh business ka pehla rules hota ha hain ka yeh krna wala ko investment aur tradings istarhan krni chahiyan ka ap easily fulfill kr skein apna kam, is tarhan sa us ka apn experience mein izafa hota rehta ha aur yah hikmat e amali usa long run mein bohat kam aa ti ha... agar ap trading earnings apna experience sa zyada krna ki koshish krein ga tou sayaya doubna ka chances bohat km hain hain...!!!!
                          Last edited by ; 02-03-2014, 10:45 PM.
                          • #343 Collapse

                            gee mre bhai forex bohat acha businees hy forex me trader ko apny experience ke mutabik he trading krny chahye kyu ke agr ap experience se ziada trading kro gy to lose hony ke chances hoty hy
                            • #344 Collapse

                              g han trader ko apny experience k mutabiq nhn balky un ko us se zaida earn karna chae hai or hota b aesay hi hai jab ap is mai kam karty hai to ap is mai kam karny k liya ik plan ki zaroorat hoti hai jo k ap k liya acha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Assalam-o-alaikum to all my dear friends , haan yeh baat bhi bilkul drust kahe hai bhai nay ke ager aap log aik new trader hain tou aap zada rrisk na lain ya zayada kmainay ki koshish na kerain kyoun ke aap ko loss hosakta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X