Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    you raise a valid point,kisi bhe business mein sub se pehle apni capicity dekhi jati hai and same with forex traders,agar ap abhi itne expert nhi hoe ho to to ap small deal he karo gu agar big deal kar le to loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Yes brother apne boht achy post ke he q ke ham sab ko pata he ke forex riski he so hame apne experiance ke.mutabiq he trading karne chaye forex me
      • #378 Collapse

        yes you are right that a trader should make the trading on the platform of the forex which types of the experience and the bonus mean the capital which they have to so that they can earn the profit not the loose of the money.
        • #379 Collapse

          that is the right friends we must earn in the forex according to the experience if we will do the trade in the forex and will earn in the forex according to the experience then we will definetely earn in the forex otherwise we cannot earn unless the loss
             
          • #380 Collapse

            dear frend apki bat bilkul theak hai k forex me trader ko apne experience k mutabiq earning karni chahiye q k har trader k pas apne apne role hote hen apne tariqe hote hen trading k liye , me to kehti hun k har aik trader ko apne experience or apne dimagh se soch samajh k kam karna chahiye who zarur kamiyab ho ga...
            • #381 Collapse

              merey khayaal se ye behtar hoga ke aapko jitna experience hey aap us ke mutabiq forex par trading karein is se aapko ziada nuqsan nahin hoga agar aap apni learnings ko follow kar ke trading karenge then it will be the best one.
              • #382 Collapse

                experince to har field main zarore hota hain. leken business main yeh bohat important role play karta hain. app ko aghar apne besiness ke bara main good experience hai to app ke loss ke chancess kam se kam hon ghe.
                • #383 Collapse

                  g han traders ko apne experience k mutabiq hi trading karni chahye. kyu k ap jitni trading jante hongen ap usk mutabiq hi achi trading kar paen gain, kuch log apne experience sy zayda trading kar lyte hain, jis ki waja sy unhe loss hota hy,
                     
                  • #384 Collapse

                    You have to be an experienced person when you are working in this web.Without experience you can make a big mistaahe and can loss all the amount which you earned in many time.
                       
                    • #385 Collapse

                      yes dear bahot achaa sawal kiya hai our yahi sahi sawal hai mein toh kehta hu ke experiece ke bina nahi hota our experience ke mutabiq earning bhi karni chahiye ye bahot zaruri hai our trade ko apne experience ke mutabiq hi karni chahiye main point.
                      • #386 Collapse

                        Aik professional aur kamyaab tader ki ye nishani hai k wo Forex trading main step by step kam krta jata hai. shru main kam volume ki thori trades lagata hai aur ouney close krny sey pely mazeed trades nai lagata. jaisy jaisy trader ka experiene barta jata hai wo apni trades ki taadad aur volume ko barata jata hai. Is cheez ka faida ye hota hai k trader profit b kamata jata hai aur apney capital ko b barata jata hai.
                        • #387 Collapse

                          Meray khayal main forex trading main yeh zarori nahi keh traders ko apnay experience kay mutabak earning karni chahia, kun keh forex trading ek waseeh bussiness hai aur is may ap jitna chahia kama saktay hain
                          • #388 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                            Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                            Members your comments are most welcome :D:cool:
                            yes bro i also say this to newbies kee woh in the start of there careers apne goals per na dehaan dein balkee apne trading style ko thek karne per dehan dein or joh goals set karne hai woh koshish karain kee monthly set karain or itna ziada na karain kee risk lena paray so iss tarha monthly goal main agar kabhi loss bhi ho gay kisi din tou no issue risk nahi lena parta iss main....
                            • #389 Collapse

                              jee ap ki baat bilkul theek hai jitna jis k pas experience ho wo us k mutabik trade kray to itni jaldi loss ni hota jb hm lalach main a jatay hain to hum loss kr bethty hain apnay experience k mutabik agar wo apnay target ko achieve kray to future main wo aik achaa trader bn jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                yes ap jatna be zayda forex trading main apna experince build kero gy utna he zayda ap is bsuiness main kamyabi pa skate hai aur earning be experince ky mutabic ho ge ap ke

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X