Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    JEE apney theek kaha hai mainey aap ki baat ko agree karti hon jab ham apna target apny experience or apni investment kiya hai uss sai zayada rakhlleyte hain to loss k chances zada ho jatay hai is liye phely forex ko achi tarha sey read karna chahiyeh demo account par practice kar ni chahiyeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      no dear i am not agree with you and i think if we want to earn some money here so we have to do much trading here and do our best hardwork so we can make some good money here an support our familyu..
       
      • #423 Collapse

        I think every trader needs to trade with his own experience in forex business. For gathering the experience a trader needs a lot of practice and hard work. we can gather knowledge by learning with a demo account and from This forum.
        • #424 Collapse

          my dear friend bht se log forex ma aese he jo apna target rak kar is ma business kart he or un ka targe daily or weekly ka hota hy or wo acha kam kar k hard working kar yahan se apne target ko achive b kart he jin ka target pura nhi hota hy wo shrot cuts talshe karte he apne target ko pura karne k lya phr wo log loss kar date he lalach ma a kar
          • #425 Collapse

            Jee sahi kaha apn nay agar hum apnay experince kay hesab say trading kary gay to humy loss nahi ho sakta aur humari trading safe rahay gi humay lalach nahi karna chahiey lalach kea to loss kar lain gay.
            • #426 Collapse

              aap ki baat theak hai kyun k jtna bhi kase k pas experience ho ga wo us k matbak he trading ki planing kara ga aur us ko apna experience k ander he rha kar trading karni chaya kyun k jo bhi forex mein experience se ziada trading karta hain aur ziada earning karna chata hain tu un ko akser he loss hota hai.
                 
              • #427 Collapse

                jee han main ap se mutfiq hon ke ap ko apne experience ke hisab se hi trading kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho sakoo gye learning ke bagar iss business main kamyabi nahi hi liken agar ap iss main a jao to bhat hi ach profit hasil ker loo gye
                   
                • #428 Collapse

                  ji han jab bhi humai profit hu raha huta hai tu hum apne targets ko increase karte jaty hain halanke aise nahi huta agr ap abhi perfect nahi hain tu ye zarori nahi kay ap ko aik dfa profit mil gay tu har dafa mil jaye ga is liey apne targets ko utna hi rakhna chaiye jitna ap ka experience hu
                  • #429 Collapse

                    that is the real if the trader will not use the experience and they will trade more then experience then surely they will face the major loss in the forex ,the forex is not the easy job friends that is why you should trade according to the skills
                       
                    • #430 Collapse

                      merey point of view say,ap ko forex trading k liye experience ki bhut zayada zaroret hoti ha,humy apnay experience k mutabeq he forex trading per kam kerna chey,kyu k hum lalich or over confidance main a ker apna kafi zayada loss ker datay hen,jes ki waja say humra kafi zayada time waste ho jata ha.es liye humy chey k hum experience k mutabeq he forex trading per kam karen.
                      • #431 Collapse

                        g bhia jn forex me ak trader ko apni learnig or experience k matabik hi trade krni chahye g frex k businessme bohat ziada risk ha g is ilie be carful in forex trading do not take high risk in it forex is the riskiest business for us in which loss can be occure
                         
                        • #432 Collapse

                          bilkul ap ki bat main kafi wazan ha k trader ko apny expiearence k mutabik earning karni chaye or ju waqat guzarny k sath sath jub us ka tujarba barh jaye tu wo apni earning bi barahata jaye is tara us k pas loss k chance kam hon gy profit ky zyada
                          • #433 Collapse

                            yes you are right forex trading main hamen alwasy apne knoweldge aur experience ke mutabiq hi trading karni chahiye aur uske mutabiq hi hamen is main earning karni chahiey to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain.
                               
                            • #434 Collapse

                              ji han trader ko chahiye ke jitna unho ne is ko learn kiya hua ho us ke hisab se he iss me earn karne ki koshish karen or lalach and greed kar ke loss na uthayen kiun ke yeh business bohat complicated hai ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Yes dear aap nay bilkul theek kaha hay . Forex trading main hum ko apna daily ya weakly ka target zroor fix karna chaeye. jab target achieve ho jaye tab lalich nhi karni chaeye. Forex Trading main greedy mind ki koi jaga nhi hay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X