Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    mery khayal mai trader ko apny experience k mutabik he target set karna chaheya q k agar ham apny experience sy ziada target rakhy gy to yaenan hamy loss ho jy ga is lia forex trader ko apni skills sy ziada target ni rakhna chaheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Yes ye to hai agar ap apny experience sy hat kar kam karo gy to phir risk ho sakta hai apko loss ho sakta hai is liye jitna ap k pass mind or knowledge hai wesy he ap is mein trade karo or earn kar
      • #318 Collapse

        Forex is a very good business opportunity available these days but most of the beginners start trading without attractive experience from present chronicle which ultimately results into the insolvency of merchant and they get a exit for which they blame Forex. Actually difficulty is not with Forex its with the bargainer who operate beyond their noises. so one should make evaluation before doing any trade.
        • #319 Collapse

          Yes right trader should work and earn according his knowledge and experience, because without any experience and knowledge we do not try to do the trade, we can fail in the trading business, so we should make the trading with our knowledge and experience
           
          • #320 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
            Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
            Members your comments are most welcome :D:cool:
            frind meray khayal say ap theek keh rahay ho k aik trader ko apnay experience k mutabik hi trade laga kar earning karni chahye q k ager ap apni in4mation say zyada ki trade laga kar earning karnay ki koshish karo gay to ap ko loss b ho sakta hai is liye apny experience k mutabik hi earning karni chahye
             
            • #321 Collapse

              jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
              Members your comments a
               
              • #322 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rifat3030 پيغام ديکھيے
                jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                Members your comments a
                trader ko meri nazar me apney experience ke hisaab se he profit kamana chahiye kabhi bhi over trading se kaam nahi lena chhaiye or jitni us ko knowledge and experience hasil ho usi ke mutabiq kaam karna chahiye .
                   
                • #323 Collapse

                  Yes Brother bilkul hume apne experience k mutabiq he earning kerni chaiye , hamara jitna experience ho hume us hisab se he apna profit ka target set kerna chaiye, phir jaise jaise experience or knowledge increase hota jaye ga tou hume us k saat saat apna profit brha lena chaiye yeh he best method hai work kerne ka.
                  :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                  :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                  • #324 Collapse

                    hmmmm me b yahi smjhta hu k ye kam risky hai isko karne k liye hamary pas malumat or tajarba hona chaiye ager hum isko apne tajurby se ziyada karenge ager lalchi banenge to hum nuqsan utha sakty hain or yahi hoga to is liye ye kam tajurbay se ziyada nahe karna chaiye.
                    • #325 Collapse

                      bayshak dear karna to aisay he chahye. k jitna experience hota hai utni earning b ho. lekin aisa hota ni hai. kiun k experience to apnay haath main hai lekin is sy ooper b aik cheez hai or wo hoti hai luck. so uss ko aap ignor ni kr sktay. mehnat kro or baqi result ALLAH py chor do.
                       
                      • #326 Collapse

                        yes dear forex trading aik business ki tarha hay jis me experience aur skill ki bohat hi importance hay aur ap asani se forex business me experience gain kar kay profit earn kar sakte hain aur yeah bohat hi profitable business hay.
                           
                        • #327 Collapse

                          off course trader ko apnay experience ky mutabeq karna chahye agar aus ky pass zayda knowledge na ho to wo zayad risk na lay sirf apnay experience ky mutabeq earning karney chahye.
                          • #328 Collapse

                            bilkul trading apne experience k mutabek he karne chaheye ager apko forex trading may zeyada experience nai hay our ap trading zeyada kartay hay to apko loss ka khatra zeyada hota hay
                            • #329 Collapse

                              g han har trader ko chahye ke apne experince ke mutabik profit earn kare agar wo apne experience se zaida profit earn karne ki koshish kare ga to lose bhi hosakta hay kyun ke is main over confidence ajai ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                aap nay ye bohateh e theek ka haa hai k iss min iss ko jitna expericne ahsil hhai is smin uss ko utna he earning akrni chaeyk jis ssya uss ko r b zaida earning ho is sliye forex bohaeth e best hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X