Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    exactly bhai jaan. ap bilkul thik baat kar rahe haan. experience sa zyada bare target set kar lena yani simple lach karna forex trading ma sab sa bari bewaqoofi ha. forex trading 1 proper buisness ha or buisness ma short cut's talaash karna galat ha :/
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      It is very good for you to make good analysis when you are trading so that you will always make good money so for me i will say that it is very good for you to have good experience so that you will always gain when ever you are trading
      • #288 Collapse

        yes dear it's true ko trader ko apne experience k mutabik trade krni chahye na k sab pairs pe kam start kr de aur phir loss ho jae ap dekho jo pair suit kre osi pe kaam kro aur apne experience ko brhane k liye practice krte rho aur jab tk acha profit aur acha experience na ho jae gold metal wheat wagera pe trade krne ki zaroorat hi nhi
        • #289 Collapse

          Yes apne bilkul thek kaha k hume apni tajurby k mutabik hi yaha per trading karni chye ku k yaha per hm jitna zyada khud ic kam ko seekh k karn ge utna hi zyada hume profit ho ga so hume chye k hum sab se pehly achi tara se ic kam ko seekhn then ic me kam karn.
          • #290 Collapse

            je han jitni ap ko trading ki samaj ho kay ap itni movement ko dekh kay work kar saktay ho utni earning ka target rakho bas forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye phir success milay gi bas har working chaiye
            • #291 Collapse

              jee han luck har jaga kaam nahi aati aur zyada tar bande shortcut ke chakkar me loss kar bhette hain is liye pehle trader mahir bane ke kis waqt konsi trade lagai jai us k baad hi wo profitable bussiness kar sakta hai
              • #292 Collapse

                hamain forex men jitna bhi expericne hi us se zyada trading nahi kerni chahye jion k is se hamain lsos hony ka danger zyada ho jata hai some time ham apni luck se safe ho jaty hain but every time ham safe nahi reh sekty hain is ley control kerna buhat hi zarori hai.
                   
                • #293 Collapse

                  is main koi shak nahen hai ke ek admi ko apne experience aor knowledge ke mutabiq hi her kam karna chahey aor forex trading main to agar ap apne experience se barh ke koi kam karne ki koshahs karen gay to lazmi nqsan hi uthaen gay
                  • #294 Collapse

                    traders ko apne experience ke mutaabiq trading kana behtar hota hai mere khyal main esa hee hona chahye ke trader ko apne experience ke mutaabiq hee trading karna best hota hai .
                       
                    • #295 Collapse

                      meray khyal main ye baat bilkul teek ha kay forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya aur zaida lalich nahi karna chaiya aur over confidence nahi hona chaiya warna bara loss ho sakta ha
                       
                      • #296 Collapse

                        jee haa bilkul hee aap apney experience key mutabik profiet kar saktey hey ab aap ki strategy or experience zyada hogi thab aap is business mey malaamal ho saktey hey or agar experienxe nahi hey yaa pir kam hey thab profit hogi laikin thorhi thorhi
                        • #297 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                          Members your comments are most welcome :D:cool:
                          apni basat sey barh kar jab trade lagae jaegi to us main loss hota hai.hamain chahiye k hum apney tajurbey sey faida uthatey huwe trade lagaen aur volume kam use kartey huwey earning kartey rahain.
                             
                          • #298 Collapse

                            yes friend app ney sahi kaha humein experience aur analysis ko aur fandamental news ko bhi use karna chahiye just apna experience nai use karna chahiye aur apni statrgey bhi use karni chahiye waqat aney par
                            • #299 Collapse

                              Absolutely correct ,usually traders sirf ziada se ziada earn karne ka sochte hain na ke apni capability k hisab se tto traders ko chaiye k wo apna target apne experience or capability k hisab se set karen.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Jee bilkul theak kaha app nay trader ko apny expeience kay mutabiq profit banna chahiye kyun keh es trha usky liey bohat safe ho ga trading karna aur lalach main agar trade kary ga to loss ho ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X