Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    o my dear bilkul agr apko forex am trading karny ka knowledge hai or experiecne hai to apko zarur eska use karna chaye es sy apko trading karny ma help mily gi or ap trading ma acha kar sakty ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      I am agree with you. I think every trade have to be own knowledge and own business strategy. Thanks for your nice information.
      • #138 Collapse

        Jee yeh app ki baat bhi thik hay ke app ko lot size aur apni trading currency ki movement ko dekh kar aur app ko pata ho ke is ki waja se app ko kam ya zada loss na ho jye aur jo kam app ne demo account per kiya hay is ko bhi app apne mind main rakh kar kare app ko acha experience hasil hune ki waja se koi risk nahi ho ga .
         
        • #139 Collapse

          g han dear traders ko apne experience aur skill kay mutabiq trading karni chahiye kyu kay agar wo es kay beghair trading kare ga to shahyed wo profit to earn kar le magar acha trader nahin ban sakta lakin agar wo apne talnt par trading kare ga to acha businessman ban sakta hay.
             
          • #140 Collapse

            • #141 Collapse

              Han g bilkul main to yehi suggetion hi dungi because agar hum forex trading ko apne knoweldge se ziada earnign karna chahengey to phir yeh risk hi hoga aur risk is the name of loss aur loss aney par hum totally fail ho jatey hain.
               
              • #142 Collapse

                rizwan bhai aap nay bhot he achi baat ki hai hame apna profit target apnay experience k lehaz say set karna chahye na k capital k lehaz say.ku k agar hamaray pas experience hai to hum kam money say zyada kama saktay hain.
                • #143 Collapse

                  ek dum drust baat kia hai apne trader ko apne exprience k mutaabik hi earning karni chaiye par yahan aap kabhi apne xpreince se double earning karletey ho agar trade achi lag jaye to yehi to hai is business me mere dost its very profitable business
                   
                  • #144 Collapse

                    Bilkul aap ny theek kaha, ek trader ko apna trading experience k mutabik targets set krnay chahiye, over confident honay ki zaroorat nahi hay, step by step forex market mein upar jana chahiye.
                     
                    • #145 Collapse

                      Yes dear i am agree with your bat k hum ko chahye k hum apne experince aur knowldge k mutabiq he work kre aur ye k chader k hisab se he paon philane chahye.
                      • #146 Collapse

                        g sir bilkul aap ko apny tajrby k sath kam karna cheya kaun k ap jo kam b karo gay agr aap ko tjrba na huya to aap ko loss b ho skta hai
                        • #147 Collapse

                          Agar hamaray pas knowledge kam hay to humain kam hi profit laina chahye because agar loss bhi ho to kam hi ho. waisy yeh hamaray account pay bhi depend karta hay kay hamaray account main kitna bonus hay or hum kitni bari lot laga saktay hain.. lekin human wohi kam karna chahye is say profit kay chances zayada hon.
                           
                          • #148 Collapse

                            je ha ma app ke bat per agree karta hu aur agir app lalach ko chor kar apni experience k mutabik trade open kary gay tu app ko profit he huga aur app kam kam profit say be apnay monthly gole ke traf qdam bra saktay ha app asa nahee karay gay tu app ko zaroor loss huga.
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                              dost meray khyal main ye baat bilkul teek ha kay forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya aur zaida lalich nahi karna chaiya aur over confidence nahi hona chaiya warna bara loss ho sakta ha
                              it is the right the trader should do the earning according to the experience if we will do the earning according to the experience then we will earn the more and more profit then the losses it is the good thing for all of us
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                G haan.aap nay boohat kaam ki baat ki hai.kush new loog start main he boohat zyaada earn karny kay chakar main hooty hain.wo big lot say trading karty hain or is tarah ki mistakes ki waja say un ko loss bhi hoota hai.forex main agar earn karna hai to phir apny experience kay hisaab say he risk leena chahiey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X